Advertisements
Tu watan ki aabro hai
tu watan ki aabro hai , tu watan ka hai sahaarah
yeh hawaon k musafir , yeh samundaron k raahi
meray sir bakaf mujhahid , meray sar shikan sipahi
yeh tera yaqeen mehkam , teri himmaton ki jaan hai
teray bazo?uon ki kuwwat teray azm ka nishaan hai
tu hi raah , tu hi manzil , tu hi meer e karwaan hai
yeh zameen teri hai , yeh jahaan tera jahaan hai
tu watan ka pasbaan hai , teray haath main hai shaahi
meray sir bakaf mujhahid , meray sar shikan sipahi
teri abro?uon ki junbash teri ankh ka ishaarah
teray dushmano ki aafat , teray qehar ka ishaarah
tu watan ki aabro hai , tu watan ka hai sahaarah
iss aabro se chamka iss dais ka sitaarah
yehi bankapan hai tera , yehi teri kaj-kalaahi
meray sir bakaf mujhahid , meray sar shikan sipahi
More Urdu Poetry:
- Mujhe Zindagi Mai Ya Rab Mujhe Zindagi Mai Ya Rab Sar-E-Bandagi Ata Ker Meray Dil...
- jaisay sooraj ki kiran mein nay iss taur se chaha tujhe aksar janaan jaisay...
- Beqarar Bhi Kion Bila Jawaz Rakhein Khud Ko Beqarar Bhi Kion Jo Tu...
- Jo Khushi Tumharay Kareeb Ho Jo Khushi Tumharay Kareeb Ho Wo Sada Tumhain Naseeb Ho...
- Teri tarha malal mujhay bhi nahi raha teri tarha malal mujhay bhi nahi raha jaa ab tera...
- Allah Insaan Sey Fermata Hey Allah Insaan Sey Fermata Hey Meri Teraf A Ker To...
- pakistan pakistan pakistan pakistan pakistan pakistan hay azmaton muhabaton ka nishan rooh...
- Mare Wafa Ka Naksh Mare Wafa Ka Naksh Her Ek Dil Main Rah Gaya...
- Teray Ghar Ki Nazuk Khirkiyan Ajj Phir Totaain Gi Teray Ghar Ki Nazuk Khirkiyan Ajj...
- Wo Jo Dawey Dar Hai Shehar Mai Wo Jo Dawey Dar Hai Shehar Mai K Sabhi Ka...
- Bas Yehi Soch Ker Bas Yehi Soch Ker Tujhse Mohabbat Kerta Hoon Mein Faraz,...
- Kaisay kahun ke kiya ho TUM Kaisay kahun ke kiya ho TUM Chalo may bataon Kiya...
- Pakistan bantay jao qadam barhao?? Hath milao pakistan bantay jao her ik fard...
- Shaan Se Pyar Ka Izhar Karenge Shaan Se Pyar Ka Izhar Karenge Teri Mohabbat Pe Jaan...
- Ye dil tujhe itni shiddat se chahta kyu hai Ye dil tujhe itni shiddat se chahta kyu hai Har...
Advertisement
Leave a Reply
Next: yaad e watan »


















