Aaj ki raat bhi mumkin hai naa so sakoon

Aaj ki raat bhi mumk..

[lg_image folder=”shayari/” image=”Aaj-Ki-Raat.jpg” align=”center”]


send poetry

Designed Shayari, Picture Shayari
December 15th, 2011

14 comment

  1. is ko serf ishq weshq tk mehdood ho kr na parhian balke shayer ki awaz sonen wo kia kehna chahta hy or is sher main kia kia mojood he

  2. how can we upload our shayri

  3. Ajeb rngon main guzri hai zindagi diloon pe raaj bhi kya mghr piyar ko tarsye

  4. Ajeb rngon main guzri hai zindagi aapni diloon pe raaj bhi kya mghr piyar ko tarsye

  5. My name is shakeel akhtar mobile number 03367867507 mere khawab ka har ak nqsh mata de koi shukye phuton ka bcha dher jala de koi meri pchan ka ak shakhs esi shahr main hai main bhi zinda hoon zara usebata de koi kuch tu tanhai ka ahsaas kam ho gaa mare saye se aghr mujh ko mila de koi

  6. Pharr pharata hai jo din raat mere seeny main Ab yehi aik parindaa hai rehaa karne ko,

  7. Mil hi jay gaa dil ko yaqeen rhata who aisi shahr ki gulyoon main kahain rhata hai

  8. i love u harleen.

  9. Dekh lete hain mohabbat se yehi kaafi hai, dil dharakta hai sahulat se,yehi kaafi hai, haal dunya ke sateye huye kuch logoon ka, puch lete ho shararat se,yehi kaafi hai, jo bhi raste main guzarta hai mare pehlu se, dekhta hai teri nisbat se, yehi kaafi hai, muddat’ton se nahi dekha tera jalwa lekin, yaad aajati ho shidat se, yehi kaafi hai, sari dunya se uljhte hain lekin tera kaha maan jate hain sharafet se, yehi kaafi hai, kya hwa hum ko muyasar zar-o-maal nahi, katt rahi haibari izat se, yehi kaafi hai, aaj ke ehd taghaful main kisi dar pe munir, koi aa jaye zarurat se, yehi kaafi hai,

  10. WO Ek Shakhis Ke Jis Se Shikayatain Thein Bohat.

    Wohi Aziz Tha Us Se Muhabbatain Thein Bohat.

    Kehne ko Wo Mere Qareeb Tha Bohat Lekin…!

    Fasle Ab Tak Hamare Darmiyan The Bohat.

    Wo Jab Mila To [)il Me k0i Talab Hi Na Thi,

    BICHAR Geya To Humari Zaro0rtain Thein Bohat.

    Wo Yun Mila Ke Jese Kabhi Mila Hi Na Tha.

    HUMARI Zaat Pe Uski Enayatain Thein Bohat.

    HUMEIN Khud Apne Hi Yaron Ne Kar Diya Ruswa,

    Ke Baat Kuch Na Thi Or Wazahatain Thein Bohat.

    Har Mo0r Pe Hum Toot’te Bikharte Hi Rahe

    >>>Zé$HàN<<<

    HUMARI Rooh Thi Tanha Aur Qayamatain Thein Bohat.

  11. Bheegi Ruton Me Aksar

    Palkon Me Ashkon K Charaagh Saja Kar

    Aaj Bhi Na Jaane Kyun?

    Tujhe Aankhein Talash Karti Hain.

    Bus…!

    Teri Yaadein Udaas Karti Hain.

  12. Usey Kehna ke bohat sajti hai khushi Us Par,

    Usey Kehna Ke Har waqt Muskuraya kare.

    Us Ki Aankhon Me Nami Achi Nahi Lagti,

    Use Kehna Ke Apne Sare Ghum Humein De Jaya kare.

    Ye Zindgi Bohat Taveel Safar Hai.

    Use Kehna Ke In Raaston Se Na Ghabraya kare.

    Bohat Nayaab Hai Wo Hamare Liye,

    Usey Kehna Ke Khud Ko Nelaam Hone Se Bachaya Kare.

    Us Ki Zindagi Humein Aziz Bohat Hai.

    Usey Kehna Ke Dukhon se khud ko bachaya kare.

  13. Haseen Rut Me Ghulab Chehra,
    Humain Batao Udaas Kyun Ho?

    Dilon Pe Beeti Hui kahani,
    Mujhe Sunao Udaas Kyun Ho?

    Jo Ranjeshein Dil Me Pal Rahi Hain Munafqat Me Jo Dhal Rahi Hain,

    Bhula ke Shikwe Mita Ke Do0ri,
    Gale Lagao Udaas Kyun Ho?

    Kitab-e-Dil ke Tamam Safo’n Pe Hum Ne Likha Hai Lafz-e-Muhabbat,

    Humain Humari Wafa Ke Aage,
    Saza Sunao Udaas kyun Ho?

    Fareib khana Bhi Mashghala Hai,
    Fareib Dena Bhi Mashghla Hai.

    To Dil ke Lutne Pe kesa Matam?
    khushi Manao Udaas Kyun Ho?

  14. “Husn ka kia kåam sachi mohabbt mein………… ” ” Jab aankh majnu ho, tou har laila haseen lagti hai”..

Comment here

Your Comment: