Ishq mein tere koi gham

Ishq mein tere koe gham sar pe liya jo ho so ho
aesh-o nishaate zindagi chhod diya jo ho so ho

Aql ke madrase se uth, ishq ke maikade mein aa
jaame fanaa bekhudi ab to piya jo ho so ho

hijr ki jo museebatein arz kiin uske rubaru
naazo adaa se muskura kehne lagaa jo ho so ho

hasti ke is saraab mein raat ki raat bas rahe
subhe adam huaa numoo, paaon uthaa jo ho so ho

Share it!
Ishq mein tere koi gham
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Tere ishq ka churcha na karen gay Ghazlon mein tere ishq ka churcha na karen gay Hum...
  2. Tere ishq mein ay mere Khuda Mujhe zindagi mein qadam qadam pe tere raza ki talash...
  3. Tere Gham Ne Be Shak Tere Gham Ne Baut Sataya Hai Fer V...
  4. Hansata hai ishq rulata hai ishq Hansaata hai ishQ rulaata hai IshQ rang kaise kaise dikhaata...
  5. Meri ankhon mein gham ki nishaani Meri Ankhon Mein Gham Ki Nishaani Nahi Pathron Ke Payalon...
  6. Mein tere hijr main chup chaap na mar jaaon Yaad Kar Ke Mujhe Takleef He Hoti Hogii Aik qissa...
  7. dil se dil milaane ka naam he ishq dil se dil milaane ka naam he ishq, khabon ko...
  8. Mujhe har gham ?Tere bakhshe hue gham ka karishma hai k ab…. Mujhe...
  9. Har gham Tere bakhshe hue gham ka karishma hai k ab?. Mujhe...
  10. Saza-e-Ishq Junoon-e-Ishq Tha Tou Katt Jati Thi Raat Batoon Mai Saza-e-Ishq...
  11. Ishq may hare hue Ishq may hare hue ashiqo ke ansu hain, yeh mat...
  12. Tere baghair Aaj kuch kami si hai tere baghair Na rang na...
  13. Tujhe Ishq Ho Khuda Kare Tujhe Ishq Ho Khuda Kare Koi Tujh Ko Usse Juda...
  14. Na Haara Hai Ishq aur Na Duniyan Thaki Hai na haaraa hai ishq aur na duniyaa thakii hai diyaa...
  15. Abhi tu ishq mein Abhi tu ishq mein aisa bhi haal hona hai K...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari

  • Shayaro, naghma garo, nug tarasho, dekho. May 21, 2013
    Shayaro, naghma garo, nug tarasho, dekho.. Is sey mil lo to batana key hasee’n tha koi.! … […]
  • Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. May 21, 2013
    Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. Hein kitney be-hijaab key yuon hein hijaab mein.! … […]
  • Shab magar kaat li hi ankh’on mein! May 20, 2013
    Shab magar kaat li hi ankh’on mein! Door hoti rahi sehar phir bhi.. … […]
  • Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! May 20, 2013
    Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! Log kehtay thay yehi khak hai dariya mera.. … […]
  • Mein Hun aur Tanhai Hai! May 20, 2013
    Mein hun Aur tanhai hai Teri ye chand tasweer’ain Jo mujh sey baat’ein kerti hein Teri ye chand tehreer’ain Jin ko parh ker hum khod ko tasali’yan detay hein Aur kuch card Jinhei’n hum eid per parha kertay hein Aur Teray bhejay huay kuch gift Jinhei’n hum her waqt chuma kerat thay Agr tum khod aa ker dekho Mera kamra bas teri Yaad’on ki nishani hai Aur tum K […]
  • Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.! May 20, 2013
    Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.!! Ba-wafa is per bhi keh detay hein parwaney ko hum.. … […]
  • Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye! May 20, 2013
    Sharma gay, lajha gay, ankh’ein chura gay.! Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye.. … […]
  • Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab. May 20, 2013
    Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab.. Apney rukhsar sey pardey ko hataye rakhiye! … […]
  • Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi. May 20, 2013
    Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi.!! Har ik jaam sey chalkey hazar maey khaney.. … […]
  • Wo mujh sey pocha kerti thi May 20, 2013
    Mein ik pal bhi ghar sey nikl’on To wo mujh sey pocha kerti thi Tum kahan gaye thay Kis sey milney gaye thay Kia kam tha tujh o Aisey be-wajha Ghar sey na nikla karo Zamana bohat kharab hai Aaj teen shab bad Jab mein ghar lauta to Yaad aya Wo pocha kerti thi … […]