Advertisements




Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do

Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do

Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do

Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko
Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do

Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai
Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do

Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thahre hum
Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do

More Urdu Poetry:

  1. Dil Udaas Hai Bohat.. Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do...
  2. Maine unko ek salaam likh bheja Maine unko ek salaam likh bheja.. Haal-e-dil tamaam likh bheja?...
  3. Tujhy Geet Likho?n Tujhy Geet Likho?n k Tujhy Meet Likho?n Ya Janam Janam...
  4. Chalo Ye Farz Kerty Hy Chalo Ye Farz Kerty Hy k Tum Mashriq Main Maghrib...
  5. Yehi jumla bar bar likhdo Aik Bar Kar K Aithbaar Likhdo, Kitna Hai Mujhse Pyaar...
  6. Aankh Ko Jaam Likho Zulf Ko Barsaat Likho Aankh Ko Jaam Likho Zulf Ko Barsaat Likho Jis Se...
  7. Ik Jhalli Bahut Royi Mere Sheyra Nu Padh Ke Eh Na Samajh Lainaa Ke...
  8. Na Tum Tanha Na Tum Tanha, Na Mai Tanha! Na Tum Tanha, Na...
  9. farz karo tum farz karo tum chat per baithe apne baal sukhate ho...
  10. Deep jis ka sirf mehellaat hi main jalay Deep jis ka sirf mehellaat hi main jalay, Chand logon...
  11. Zindagi Yoon Huyi Basar Tanha Zindagi Yoon Huyi Basar Tanha Kafila Saath Aur Safar Tanha...
  12. Dil Main Jalana Bhi Aik Dia Dil Main Jalana Bhi, Bujha Bhi Daina, Yaad...
  13. Dil Main Jalana Bhi Aik Dia Dil Main Jalana Bhi, Bujha Bhi Daina, Yaad...
  14. Ab tak jo bhi dost mile, Bewafa mile Dil ki ye aarzoo thi koyi dilruba mile. Dekhen hamein...
  15. Wo jo mud?dato?n sy tUjh se juDa rEhna ab azaB lagTa hai? teRe pass...


Advertisement

5 Responses to “Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do”

  1. wowwwwwwwww its so nice. wafa ki talash . hum itne khubsoorat to nahin hain mudassir,,,,,, magar haan jise aik baar ankh bhar ke dekh lain use uljhan main dal detey hain. 03325995057

  2. ”ALIF” Aag Lagee Vich Seeny Dy,

    Seena Tpp K Waang Tandoor Hoya,

    Kujj Lokan Dy Taany Maar Gy,

    Kujj Sajan Akkhan To Dour Hoya,

    Shesha Lyaa C Yar Nu Vakhen Laii,

    O V Tut K Churo, Chur Hoya,

    ”BULLY SHAH”

    Loki Hass K Yaar Mana Landy,

    Sada Rona V Na Manzoor Hoya..

  3. amaaaaaaaaaaaaaaaaaaazinggggggggggggg!!!!!!!!!!!
    really its soul touching…

  4. Teri yaad se rishta kal bhi tha
    teri yaad se rishta aaj bhi hai,,

    Dil apna dukhta kal bhi tha
    dil ye udaas aaj bhi hai,,

    Jo pyar hum tum karte they
    woh pyar to zinda aaj bhi hai,,

    Hum bichad gaye is doori mein
    tum door ho majboori mein,,

    Kabhi waqt mile to chali ana
    khula dil ka darwaza aaj bhi hai,,

    Na sataao, na tadpaao?.. .
    na mehfil mein yu tanha chodo,

    Teri yaad me jaage kal bhi they,
    teri yaad me jaage aaj bhi hain??

  5. khoobsusat hain ankhein teri,
    yu raato ko jagna chhod de’
    khud-b-khud neend ajaegi,
    tu mujhe sochna chhod de….

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]