Advertisements




Jab bojhal bojhal qadmoon sey

Yoon be_kal be-kal lamhoon main
Jab bojhal bojhal qadmoon sey
Sahil ki taraf main jati hoon
Tumhain saath main aksar paati hoon
Jab aati jati mojoon sey
be-rabt si baatain karti hoon
Tab yaad tumhain main karti hoon

Kabhi aadhi raat ko uth kar jab
Be-wajha tehla karti hoon
Ya apney kamrey ki khirki sey
Chand ko dekha karti hoon
Aur uss ki thandi roshni ko
Ang ang main samoya karti hoon
Tab yaad tumhain main karti hoon

Jab zabt k khooni panjoon sey
Main apna app bachati hoon
Kar kar k yaad wo guzrey pall
Main pehron ask bahati hoon
Phir ankhoon k totey taroon sey
Aanchal ko bhigoya karti hon
Tab yaad tumhain main karti hoon

More Urdu Poetry:

  1. Tum kaisi mohabbat karti ho main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho...
  2. Samandar Mein Otar Ti Hoon Samandar Mein Otar Ti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati Hain...
  3. Kabhi yaad hi nahi aaya To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaya? Kisi...
  4. Suno tum lout aao na Suno tum lout aao na wo dekho chand nikla hai...
  5. Chupkey Chupkey Ro Lena Chupkey Chupkey Ro Lena Jub Seena Ghum Se Bojhal Ho...
  6. tum kasi muhabat karte ho? tum kasi muhabat karte ho? tu jahan bhi beath k...
  7. Kabhi Tmhara Dil Udaas Ho Kabhi Tmhara Dil Udaas Ho Qayas Krna k Pass Main...
  8. Katoon si chubhti hai Tanhai Katoon si chubhti hai Tanhai Angaroon si sulagti hai Tanhai...
  9. Lamhy Yaad Rakhta Hoon Main Logo?n Se Mulaqato?n K Lamhy Yaad Rakhta Hoon Main...
  10. Wo Kehti Hay. Wo Kehti Hay?? Batao Be Sabab Kion Rooth Jatay Ho?...
  11. Katoon Si Chubhti Hai Tanhai Katoon Si Chubhti Hai Tanhai Angaroon Si Sulagti Hai Tanhai...
  12. Teri Yaad Le Kar Ik Shaam Aati Hai Teri Yaad Le Kar Ik Shaam...
  13. Dil se dil ka raabta Toot jaate hain sabhi rishte mager Dil se dil ka...
  14. Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke Jin Ankhoon Pey Main...
  15. Akhoun main Mere Khawab Hain Jiski band Akhoun main Mere Khawab Hain, Jiski Sansuon me...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]