Advertisements




Teri yaad se rishta kal bhi tha

Teri yaad se rishta kal bhi tha
teri yaad se rishta aaj bhi hai,,

Dil apna dukhta kal bhi tha
dil ye udaas aaj bhi hai,,

Jo pyar hum tum karte they
woh pyar to zinda aaj bhi hai,,

Hum bichad gaye is doori mein
tum door ho majboori mein,,

Kabhi waqt mile to chali ana
khula dil ka darwaza aaj bhi hai,,

Na sataao, na tadpaao?.. .
na mehfil mein yu tanha chodo,

Teri yaad me jaage kal bhi they,
teri yaad me jaage aaj bhi hain??

More Urdu Poetry:

  1. Teri Bheegi Palkon Se Aansoon Chura Lenge Hum Teri Bheegi Palkon Se Aansoon Chura Lenge Hum, Apni Yaad...
  2. Teri Yaad Le Kar Ik Shaam Aati Hai Teri Yaad Le Kar Ik Shaam...
  3. Kisi say rishta gehra na kerna. kisi say rishta gehra na kerna.., bhool ker bhi adhoore...
  4. Kabhi yaad hi nahi aaya To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaya? Kisi...
  5. Zakham Teri Dehleez Per Laon Kaise Phhol Hota To Tere Dar Pe Saja Bhi Deta Zakham...
  6. Adhura Silsila Rehny Dia Arz-e-Matlab Ka Adhura Silsila Rehny Dia Dastan Keh Di Bayan-e-Mud?da...
  7. Tanhai hai pyar mein Tanhai hai pyar mein Barbaadi hai pyar mein Aansoon hai...
  8. Tanhai hai pyar mein Tanhai hai pyar mein Barbaadi hai pyar mein Aansoon hai...
  9. Main Na Hoon Ga Tou Meri Yaad Ki Main Na Hoon Ga Tou Meri Yaad Ki Baarish Ho...
  10. Aj us ki yaad Aj us ki yaad na hamain tarpaya buht Aj na...
  11. Har Subah Teri Muskurati Rahe Har Subah Teri Muskurati Rahe Har Sham Teri Gungunati Rahe...
  12. Shaan Se Pyar Ka Izhar Karenge Shaan Se Pyar Ka Izhar Karenge Teri Mohabbat Pe Jaan...
  13. Karoge Yaad Ek Din Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko Chale...
  14. Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko Chale...
  15. Yaad aati hai MAA Mout ke aagosh mein jb tak so jati hy MAA,...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]