Urdu Filmi Shayari

This website contains Urdu Filmi Shayari. Feel free to add your own Urdu Filmi Shayari here.

Advertisement


Filmi Shayari

Filmi Shayari is poetry taken from movies. Filmi Shayari and Filmi Poetry are the same words for this kind of shayari. Filmi Shayari is a new category on ranjish.com so give this a few days to start entertaining you.



Ay muqaddar

Filmi Shayari

Ay Muqaddar mujhay Tarsaaye ga Aakhir kab tak…
Ya Meri Baat Samajh ja, ya Mujhay pagal kr de….!!



Chalo aao kainaat bant’te hain

Filmi Shayari

Chalo aao kainaat bant’te hain..
Tum mere baqi sab tumahra…!



kis kis kee khodayee kee

Filmi Shayari

kis kis kee khodayee kee shikayat karay ya rab
har moor pe kuch log khoda ban k kare hai



Ik roz reha ho kar

Filmi Shayari

Is jism k zindaan men ek umr se qaidi hain.
urr jain ge hum akhir ik roz reha ho kr.



Na koi jane mujhe

Filmi Shayari

Na Koi Jaane Mujhe Na Main Kisi Ko Jaanu
Meri Pehchaan Ko Ab Tum Mita Do

Main Ab Reh Nahi Sakti Oosse Juda Hokar
Mujhe Qatl Kar Do Ya Karwa Do………..



Duniya se ja raha

Filmi Shayari

Duniya se ja Raha hu kafan me chupaye Mooh..
Afsoos baad marne ke aayi Haya mujhe…!!!!



Zara sa khoon shaamil kar

Filmi Shayari

Ammal ki sookhti rag mein zara sa khoon shamil kar,
Mere humdum faqt bateen bana kar kch nahi milta!



Wakt jaise theher gaya

Filmi Shayari

Wakt jaise theher gya hai yehin,
har taraf aik ajab udasi hai
beqarari ka aik aesa alam hai
jism tanha hai rooh pyasi hai

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Filmi Shayari.



Search Urdu Poetry




RSS Shayari

  • Mera dil udas kyun hai.. May 16, 2012
    Jo zara kisi ne chera chalak jaynge aansu, Mujhse koi na pucho mera dil udas kyun hai. … […]
  • Kisi Ka Haath Pakar Kar Chalte Hue May 16, 2012
    Kabhi Dekha Hai Andhe Ko Kisi Ka Haath Pakar Kar Chalte Hue, Maine Mohabbat Mein ‘TujhPe’ Kuch Yu’n Bharosa Kiya Tha..!! … […]
  • Main Bhool Gaya Hon Tujhe? May 16, 2012
    Kia Kaha..?? Main Bhool Gaya Hon Tujhe..? Nahi…! Nahi …! Dil Abhi Dharakta Hai… … […]
  • Tanhaai ki Raat Katt He Jayegi May 16, 2012
    Tanhaai ki Raat Katt He Jayegi Itne Bhi Hum Majboor Nahi, Dohra Kar Teri Baton ko, Kabi Hans Len Gy Kabi Ro Len Gy..!! … […]
  • Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko May 16, 2012
    Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko Mein Hun Tera Naseeb Apna Bana Le Mujhko Mujh Se TU Poochnay Aaya Hai Wafa Ke Maainay Ye Teri Saada-Dili Maar Na Daalay Mujhko TU Ne Dekha Nahee Aainay Se Aagay Kuch Bhee Khuda Parasti Mein Kaheen TU Na Ganwa Le Mujhko Khud Ko Mein Baant Na Daalon Kaheen Daaman Daaman Kar Dia TU Ne Agar Mere Hawaalay Mujhko Baada […]
  • Mohabbat khawb hoti hai.. May 16, 2012
    Mohabbat khawb hoti hai, Bari betaab hoti hai, Agar koi pooch bethe tou, Mohabbat raaz hoti hai.. … […]
  • Apni Ankhoon Kay Sabhi Ashk Sula Kar Soona May 15, 2012
    Apni Ankhoon Kay Sabhi Ashk Sula Kar Soona Tum Meri Yaad Ka Har Deep Bujhaa kar Soona, Ek Sitara Bhi Mere Khayal ka Baqi Na Rahe Chandni Shaab Kay Nishanat Mita Kar Soona, Darr Laga Rehta Hai Neendin Hi Kahin Cheen Na Le Tera Yeh Roz Meray Khuwaboon Main Akar Soona, Baad Main Log Gira Dain Tu Koi Baat Nahi Har Taraf Piyar Ki Deewar Utha kar Soona, Bhool Jaao […]
  • Apni tanhai mere naam pe abaad kare May 15, 2012
    Apni tanhai mere naam pe abaad kare, Kaun hoga jo mujhe uski tarah yad kare.. … […]
  • Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad May 15, 2012
    Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad Yaad Ke Ghar Nahee Rahay Aabaad Kitni Aankhain Howin Halaak-e-Nazar Kitnay Manzar Nahee Rahay Aabaad Hum Ke Ay Dil Thay Sakhan Sir Taa Paa Hum Labon Pe Nahee Rahay Aabaad Sheher-e-Dil Mein Ajab Mohallay Thay In Mein Aksar Nahee Rahay Aabaad Jaanay Kia Waaqiya Howa Kiun Loog ???? Apnay Andar Nahee Rahay Aabaad … […]
  • Ishq me hamesha hi, sabko thokar milti hai.. May 15, 2012
    Ishq me hamesha hi, sabko thokar milti hai, bas kuch hi khushnasib hote hai, jinhe mohabat milti hai. … […]