Urdu Gham Shayari
This website contains Urdu Gham Shayari. Feel free to add your own Urdu Gham Shayari here.Advertisement
Gham Shayari
Gham Shayari is poetry on sadness and sorowness. People read Gham Shayari when they feel hurt and ignored. Lots of Gham Poetry or Gham Shayari can be found here for our users to read and enjoy.
Bara hai dard rishta ye dil ghareeb hi sahi
Gham Shayari
Bara hai dard rishta ye dil ghareeb hi sahi,
Tumharay naam par ayain gay Ghum gusaar chalay
…
Baaqi ab meray hisay ki ab do hee baatain hain
Gham Shayari
Baaqi ab meray hisay ki ab do hee baatain hain,
Jeenay ki dua dena marnay ki duaa karna!..
…
Badal dia hai kuch itna hazaan na chahroon ko
Gham Shayari
Badal dia hai kuch itna hazaan na chahroon ko
Bhaar aye to shaid hamain na pahchaanay
…
Bulaoon ga na miloon ga na khat likhoon ga tujhe
Gham Shayari
Bulaoon ga na miloon ga na khat likhoon ga tujhe,
Teri khushi kay lia khud ko ya saza dun ga ..
…
log letey hain yon hi shamma or parwaney ka naam..
Gham Shayari
log letey hain yon hi shamma or parwaney ka naam,
Kuch nahi hai is jahan me ghum kay afsaney ka naam..
…
Ishq kesa kay bharosa bhi nahi tha shayed..
Gham Shayari
Ishq kesa kay bharosa bhi nahi tha shayed,
Us sey mera koi rishta bhi nahi tha shayed..
…
Nafrat usi kay sath mohabbat usi kay sath..
Gham Shayari
Nafrat usi kay sath mohabbat usi kay sath,
Han qata kar lia hai ta’aluq sabhi kay sath..
…
Dil na’umeed tou nahin, na’kaam hi tou hai..
Gham Shayari
Dil na’umeed tou nahin, na’kaam hi tou hai,
Lambi hai ghum ki shaam, magar shaam hi tou hai..
…
Parwaana aur shamma ki ulfat na mujh se pooch..
Gham Shayari
Parwaana aur shamma ki ulfat na mujh se pooch,
Apni na keh sakaa to kahoon kya paraayi baat..
…
Teri Nigah bhi is Dour ki zakaat hui..
Gham Shayari
Teri Nigah bhi is Dour ki zakaat hui,
Jo Mustahiq hai usi par na pari….
…
Jitna gham tha tamaam baaqi hai..
Gham Shayari
Jitna gham tha tamaam baaqi hai,
Din to guzraa hai shaam baaqi hai..
…
Gham ki baarish ne bhi, Tere naqsh ko dhoya nahin..
Gham Shayari
Gham ki baarish ne bhi, Tere naqsh ko dhoya nahin,
Tu ne mujh ko kho diya, Mene ne tujhe khoya nahin..
…
Katt to jayegi tere gham ke saharey zindagi..
Gham Shayari
Katt to jayegi tere gham ke saharey zindagi,
Aur agar aye dost tere gham se jee ghabraa geya ??
…
Apne ghamon ka hisaab karne kya bethe they..
Gham Shayari
Apne ghamon ka hisaab karne kya bethe they,
Nazar aye sabhi chehrey jaaney pehchaney se..
…
Us shakhss ka thikana sabhi sheher ke hotel..
Gham Shayari
Us shakhss ka thikana sabhi sheher ke hotel,
Mushkil hi betaab humain ghar pe miley ga..
Saleem Betaab
…
Advertisement
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Gham Shayari.













