Urdu Latest Shayari
This website contains Urdu Latest Shayari. Feel free to add your own Urdu Latest Shayari here.Advertisement
Latest Shayari
Urdu Latest Shayari
dl kay phaphoolay jal uthay seenay ka daagh say
Latest Shayari
dl kay phaphoolay jal uthay seenay ka daagh say
is ghar ko aag lag gayee ghar k charagh say
…
aatay aatay aaya ga in ko hiaal
Latest Shayari
aatay aatay aaya ga in ko hiaal
jaatay jaatay ba qaraari jaya gi
…
Sauda Hamara Kabhi Bazaar Tak Nahi Pohncha
Latest Shayari
sauda hamara kabhi bazaar tak nahi pohncha
ishq tha jo kabhi izhaar tak Nahi pohncha
yun tu guftagoon bohut huwe unse phir bhi
silsila kabhi yeh pyaar tak nahi pohncha
jaane kaise ho gaya waakif tamaam shehar
daastan-e-ishq yun tu kabhi akhbaar tak nahi pohncha
shartein ek dusare ki manzoor thi yun tu
par masauda hamara kabhi qaraar tak nahi pohncha
gahrayi dosti main naapta bhi kaise
rishta mamara kabhi taqraar tak nahi pohncha
ana-a meri mujhe izazat nahi deti
faqat isliye zaidi darbar tak nahi pohncha
…
raah mazmoon taaza bnd nahi
Latest Shayari
raah mazmoon taaza bnd nahi
taqiamat khula hai baab – e sukhan
…
baith jata hn jahan chaon ghani hoti hai
Latest Shayari
baith jata hn jahan chaon ghani hoti hai
hai kai cheez ghareeb alwatni hoti hai
…
hamoosh saath saath kahan tak chala chaloon
Latest Shayari
hamoosh saath saath kahan tak chala chaloon
insaan hoon kuch aap ka saya nahi hoon main
…
ma na kaatb sa kaha likh guftago
Latest Shayari
ma na kaatb sa kaha likh guftago
gft is na likh dia gft kha kar
…
hood ko mta kar hum na to aghaaz kar dia
Latest Shayari
hood ko mta kar hum na to aghaaz kar dia
ab sheher ma ya rsmewafa aam ho na ho
…
Yon chasham e tamana hai teri deed ki talib
Latest Shayari
Yon chasham e tamana hai teri deed ki talib,
Jaise kisi andhe ko basarat ki talab hai.
…
Humen bhi aa para hai doston se kaam kuch yaini
Latest Shayari
Humen bhi aa para hai doston se kaam kuch yaini,
Hamare doston k lie be wafa hone ka waqt aea.
…
Sirf dhondalae sitaron ki chamak daikhi hai
Latest Shayari
Sirf dhondalae sitaron ki chamak daikhi hai,
Kab hoa kon hoa muj se khafa yaad nahin.
…
Zara si dair me khali haen meri ankhen
Latest Shayari
Zara si dair me khali haen meri ankhen,
Main apne ashak tere raste me daal aea.
…
Zra si dair thehrane de ae gham e dunia
Latest Shayari
Zra si dair thehrane de ae gham e dunia,
Bula raha koi baam se utar k muje.
…
Dobte chand me roi hain hazaron ankhen
Latest Shayari
Dobte chand me roi hain hazaron ankhen,
Me to rota bhi nahin tum ko hansi kion ai.
…
Jo lamhe raas atey hain
Latest Shayari
jo lamhy raas atey hain,wohi bs khass hain mujh tak
kahan phir gham,kahan sapny.kahan arman gulshan k
…
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Latest Shayari.



