Urdu Pyar Mohabbat Shayari
This website contains Urdu Pyar Mohabbat Shayari. Feel free to add your own Urdu Pyar Mohabbat Shayari here.Advertisement
Pyar Mohabbat Shayari
Pyar Shayari and Mohabbat Shayari is poetry on love. Pyar is a urdu word for love, so Pyar Poetry is all about love. We have got lots of Mohabbat Shayari for you to read.
lhd main kion na jaoon mun chupaaya
Pyar Mohabbat Shayari
lhd main kion na jaoon mun chupaaya
bharee mahfil sa uthwaaya gya hn
…
kuch waqt ki rawani nay humain yuhi badal dia mohsin.
Pyar Mohabbat Shayari
kuch waqt ki rawani nay humain yuhi badal dia mohsin….
wafa par ab bhi qayam hain, magar mohabbat choor di hum nay.
…
Yon muhabbat se na hum khana badosh ko bala
Pyar Mohabbat Shayari
Yon muhabbat se na hum khana badosh ko bala,
Itne sada hain k ghar bhar utha laen ge.
…
Ye muhabbat ki kahani nahin marti lakin
Pyar Mohabbat Shayari
Ye muhabbat ki kahani nahin marti lakin,
Log kirdar nibhate hoe mar jate hain.
…
Ye dil kitna farebi hai muhabbat ki masafat me
Pyar Mohabbat Shayari
Ye dil kitna farebi hai muhabbat ki masafat me,
Haqeqat chor daita hai fasane sath rakhta hai.
…
Hum ko halat ne is tarah kia tha yakja
Pyar Mohabbat Shayari
Hum ko halat ne is tarah kia tha yakja,
Jaise guldan me do phol gale milte hain.
…
Wo ate hain to dil me ik kasak mehsos hoti hai
Pyar Mohabbat Shayari
Wo ate hain to dil me ik kasak mehsos hoti hai,
Me darta hon kahen is ko muhabbat to nahin kehte.
…
Wo khosh kalam hai aisa k us k pass humen
Pyar Mohabbat Shayari
Wo khosh kalam hai aisa k us k pass humen,
Taweel rehna bhi lagta hai mukhtasir rehna.
…
Nasloon ka fasala hai mere un k darmian
Pyar Mohabbat Shayari
Nasloon ka fasala hai mere un k darmian,
Is waqt jin boton se muhabbat hoi muje.
…
Muj ko nafrat se nahin piar se maslob karo
Pyar Mohabbat Shayari
Muj ko nafrat se nahin piar se maslob karo,
Me to shamil hon muhabbat k gunahgaron me.
…
Me kar raha hon muhabbat bhi is lie shaid
Pyar Mohabbat Shayari
Me kar raha hon muhabbat bhi is lie shaid,
Jo kaam kar nahin sakta wo kaam karta hon.
…
Majno ko dashat se koi nisbat nahin hai noor
Pyar Mohabbat Shayari
Majno ko dashat se koi nisbat nahin hai noor,
Liala ka us ko asal me pehlo aziz hai.
…
Me khod ko dhondata hon sar e sheher e arzo
Pyar Mohabbat Shayari
Me khod ko dhondata hon sar e sheher e arzo,
Muj ko bhi dil k sath chora le gea koi.
…
Lag gai un k labon par mustakil moher e sakot
Pyar Mohabbat Shayari
Lag gai un k labon par mustakil moher e sakot,
Ae muhabbat jin ko tere raz samjhane gae.
…
Guzarte hon jahan se qafale eahal e muhabbat k
Pyar Mohabbat Shayari
Guzarte hon jahan se qafale eahal e muhabbat k,
Jo mumkin ho to aise raston ki khak ban jao.
…
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Pyar Mohabbat Shayari.



