Altaf Hussain Hali

Ranjish.com has lots of Urdu Altaf Hussain Hali Poetry. Feel free to add your own Altaf Hussain Hali Shayari here.

Altaf Hussain Hali Collection

Altaf Hussain Hali Altaf Hussain Hali

Maulana Altaf Hussain Hali was undoubtedly one of the pioneers of Urdu poetry. Altaf Hussain Hali occupies a special position in the history of urdu literature.
We have collected Altaf Hussain Hali poetry and put it here so you can read and enjoy his exquisite art.



Farishte se behter hai insaan

Altaf Hussain Hali

Farishte se behter hai insaan ban’na,
Magar is mein lagti hai mehnat zeyada..



sab kuch kaha magar na

Altaf Hussain Hali

age bare na qissa-e-ishq-e-butan se ham
sab kuch kaha magar na khule razdan se ham

ab bhagte hain saya-e-ishq-e-butan se ham
kuch dil se hain dare hue kuch asman se ham

hanste hain us k giriya-e-beikhtiyar par
bhule hain bat kah k koi razadan se ham

ab shauq se bigar k baten kiya karo
kuch pa gaye hain ap ki tarz-e-bayan se ham

jannat mein tu nahin agar ye zakhm-e-teg-e-ishq
badlenge tujhko zindagi-e-jawidan se ham


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Altaf Hussain Hali.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari