Gulzar

Ranjish.com has lots of Urdu Gulzar Poetry. Feel free to add your own Gulzar Shayari here.

Gulzar Collection

Gulzar Sampooran Singh Kalra
1936

Sampooran Singh Kalra is well known as Gulzar in literature industry. He was born in the city of Jhelum in Pakistan but his family moved to India after partition. We have Gulzar’s latest poetry for our readers.
He prefers to writes in Urdu and Punjabi, but has also written in Hindi. Gulzar was also a prominent contributor to the “Aman ki Asha” peace campaign started by Pakistan and India by writing a song “Nazar Main Rehte Ho” which was sung by Shankar Mahadevan and Rahat Fateh Ali Khan.



Beetey rishte talaash karti hai..

Gulzar

Beetey rishte talaash karti hai,
Khushbuu ghunche talaash karti hai,

Jab guzarti hai us galli sa sabaa,
Khat ke purze talaash karti hai,

Apne maazi ki justujuu me bahaar,
Peeley patey talash karti hai,

Ek umeed baar baar aa kar,
Apne tukrre talaash karti hai,

Buurrhi pagdanddi sheher tak aa kar,
Apne bette talaash karti hai..



Apne saaye se chonk jatey hain..

Gulzar

Apne saaye se chonk jatey hain,
Umer guzri hai is qadar tanha..



Mujhe shauq tha ke miloon tujhe..

Gulzar

Mujhe shauq tha ke miloon tujhe,
Mujhe khauf bhi tha kahoonga kya,

Tere saamne se nikal geya,
Bara sehma sehma daraa daraa..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Gulzar.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari