Kaifi Azmi

Ranjish.com has lots of Urdu Kaifi Azmi Poetry. Feel free to add your own Kaifi Azmi Shayari here.

Kaifi Azmi Collection

Kaifi Azmi
1918-2002

Kaifi Azmi was considered to be the best urdu poet of his time. He died at the age of 83 in India.
We bring you the very best of Kaifi Azmi‘s poetry in text form so you can enjoy the ever lasting urdu literature of 20th century.



Aaj socha to aansuu bhar aaye..

Kaifi Azmi

Aaj socha to aansuu bhar aaye,
Mudaten ho gayin muskuraaye,

Har qadam pr udhar murr ke dekha,
Un ki mehfil se hum uth to aaye,

Reh gayi zindagi dard ban ke,
Dard dil main chupaaye chupaaye,

Dil ki naazuk ragen toot’ti hain,
Yaad itna bhi koi naa aaye..



Bass ik jijhak hai yehi haal-e-dil sunaane main..

Kaifi Azmi

Bass ik jijhak hai yehi haal-e-dil sunaane main,
Ke tera zikr bhi aaye ga iss afsaane main..



Chandni Raat Bari Der Ke Baad Ayi..

Kaifi Azmi

Chandni raat bari der ke baad ayi,
Yeh mulaqat bari der ke baad ayi,

Aaj aye hain woh milne ko bari der ke bad,
Aaj ki raat bari der ke baad ayi..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Kaifi Azmi.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari