Kaleem Ajiz

Ranjish.com has lots of Urdu Kaleem Ajiz Poetry. Feel free to add your own Kaleem Ajiz Shayari here.

Kaleem Ajiz Collection

Kaleem Ajiz
1920-2015

Kaleem Ajiz was a famous urdu writer from Gujrat, India.



Dil thaam ke karwaTt pe liye jaon hoon karwaTt..

Kaleem Ajiz

Dil thaam ke karwaTt pe liye jaon hoon karwaTt,
Woh aag lagi hai ke bujhaye na bane hai..



Bhala admi tha par nadan nikla..

Kaleem Ajiz

Bhala admi tha par nadan nikla,
Suna hai kisi se mohabbat kare hai..



Jiss jagah bethna dukh dard hi gaana hum ko..

Kaleem Ajiz

kaleem ajiz poetry

Jiss jagah bethna dukh dard hi gaana hum ko,
Aur aata hi nahin koi fasaana hum ko,

Kal har aik zulf samajhti rahi shaana hum ko,
Aaj aayina dikhaata hai zamaana hum ko,

Aqal phirti hai liye khana be khana hum ko,
Ishq ab tu hi bata koi thikaana hum ko,

Jada gham ke musafir ka na poocho ehvaal,
Door se aaye hain aur door hai jana hum ko,

Ik kaanta sa koi dil main chubho deta hai,
Yaad aata hai phoolon ko zamana hum ko..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Kaleem Ajiz.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari