Makhdoom Mohiuddin

Ranjish.com has lots of Urdu Makhdoom Mohiuddin Poetry. Feel free to add your own Makhdoom Mohiuddin Shayari here.

Makhdoom Mohiuddin Collection

Makhdoom Mohiuddin Makhdoom Mohiuddin
1908-1969

Makhdoom Mohiuddin was a prominent Urdu Poet from India. His real name was Abu Sayeed Mohammad Makhdoom Mohiuddin Huzri but he decided to use Makhdoom Mohiuddin as his pen name. His work was published with a name of “Besat E Raqs”, which included Ghazals and Nazams.
At Ranjish.com , you can read and enjoy Makhdoom Mohiuddin Poetry.



Hayat leke chalo kainat leke chalo..

Makhdoom Mohiuddin

Hayat leke chalo kainat le ke chalo,
Chalo to sare zamane ko sath le ke chalo..



Hayaat leke chalo kainaat leke chalo..

Makhdoom Mohiuddin

Hayaat leke chalo kainaat leke chalo,
Chalo to saare zamaane ko sath leke chalo..



Aap ki yaad aati rahi rahi raat bhar..

Makhdoom Mohiuddin

Aap ki yaad aati rahi rahi raat bhar,
Chashm-e-nam muskurati rahi raat bhar,

Raat bhar dard ki shama jalti rahi,
Gham ki laut thartharaatti rahi raat bhar,

Bansuri ki sureeli suhaani sadaa,
Yaad ban ban ke aati rahi raat bhar,

Yaad ke chaand di me utarte rahe,
Chaandni jagmagaati rahi raat bhar,

Koi deewana galiyon main phirta raha,
Koi avaaz aati rahi raat bhar..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Makhdoom Mohiuddin.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari