Mirza Mazhar Jan-e-Janan

Ranjish.com has lots of Urdu Mirza Mazhar Jan-e-Janan Poetry. Feel free to add your own Mirza Mazhar Jan-e-Janan Shayari here.

Mirza Mazhar Jan-e-Janan Collection



Gul ke hathon se lutaa kar karvaan apna..

Mirza Mazhar Jan-e-Janan

chali ab gul ke hathon

Chali ab gul ke hathon se lutaa kar kaarvaan apna,
Na chorra haaye bulbul ne chaman main kuch nishaan apna,

Yeh hasrat reh gayi kya kya maze se zindagi karte,
Agar hota chaman apna gul apna baghbaan apna,

Mera jee jalta hai us bulbul-e-bekass ki ghurbat par,
Ke jin ne aasray par gul ke chorra aashiyaan apna,

Jo tu ne ki so dushman bhi nahin dushman se karta hai,
Ghalat tha jante they tujh ko jo hum meherbaan apna..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Mirza Mazhar Jan-e-Janan.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari