Shad Azimabadi

Ranjish.com has lots of Urdu Shad Azimabadi Poetry. Feel free to add your own Shad Azimabadi Shayari here.

Shad Azimabadi Collection

ahmad faraz poetry Shad Azimabadi
1846-1927

Shad Azimabadi was a popular poet from Patna, India. Ranjish.com gathers all his poetic work for our beloved readers to enjoy.



Tamanaaon main uljhaaya geya hoon,,

Shad Azimabadi

Tamanaaon main uljhaaya geya hoon,
Khilone de ke behlaaya geya hoon..



Tamanaaon main uljhaaya geya hoon..

Shad Azimabadi

Tamanon main uljhaya geya hoon..

Tamanaaon main uljhaaya geya hoon,
Khilone de ke behlaaya geya hoon,

Hoon iss kuuche ke har zaray se waqif,
Idhar se mudatton aaya geya hoon,

Nahin uthte qadam kyun jaanib-e-dair,
Kisi masjid main behkaaya geya hoon,

Dil-e-muztar se pooch ae raunak-e-bazm,
Main khud aaya nahin laaya geya hoon,

Savera hai bohat ae shor-e-mehshar,
Abhi bekaar uthvaaya geya hoon,

Sataya aa ke pehron aarzuu ne,
Jo dum bhar aap main paaya geya hoon,

Kuja main aur kuja ae Shad duniya,
Kahan se kis jagah laaya geya hoon..

تمناؤں میں الجھایا گیا ہوں - شاد عظیم آبادی



Ab bhi ik umar pe jeene ka na andaz aya..

Shad Azimabadi

Ab bhi ik umar pe jeene ka na andaaz aya,
Zindagi chorr de peecha mera main baaz aya..



Ab bhi uk umar pe jeene ka na andaz aya..

Shad Azimabadi

Ab bhi uk umar pe jeene ka na andaz aya,
Zindagi chorr de peecha mera main baaz aya,

Peete peete teri ik umar katti us pr bhi,
Peene wale tujhe peene ka na andaz aya..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Shad Azimabadi.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari