Shan Ul Haq Haqqee

Ranjish.com has lots of Urdu Shan Ul Haq Haqqee Poetry. Feel free to add your own Shan Ul Haq Haqqee Shayari here.

Shan Ul Haq Haqqee Collection

Shan Ul Haq Haqqee
1917-2005

Shan Ul Haq Haqqee was famous Urdu poet, writer, journalist, broadcaster, translator, critic, researcher, linguist and lexicographer of Pakistan. We bring you the best Shan Ul Haq Haqqee Poetry here at Ranjish.com



Hum ko bhi tamanna thi ke chaahay jaatay..

Shan Ul Haq Haqqee

tum se ulfat ke taqaze

Tum se ulfat ke taqaaze na nibhaye jatay,
Warna hum ko bhi tamanna thi ke chahe jatay,

Dil ke maron ka na kar gham ke yeh ando-naseeb,
Zakham bhi dil main na hota to karaahay jatay,

Hum-nigaahi ki humen khud bhi kahan thi taufeeq,
Kum-nigaahi ke liye uzzar na chahay jatay,

Lazat-e-dard se aaasooda kahan dil walay,
Hai faqat dard ki hassrat main karaahay jatay,

Di na mohlat humen hassti ne wafaa ki warna,
Aur kuch din gham-e-hassti se nibhaye jatay..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Shan Ul Haq Haqqee.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari