Kash is eid par main tara bakra hota
Kash is eid par main..
Kash is eid par main tara bakra hota
R tu nay mujy pyar say pakra hota
Tu apny hathoon say mujy pathay khalati
Tu mujy main main kar kay bulati
R sham ko gali main sath ghumati
Sara din main taray sath rahta
Rat ko sardi say akra hota
Kash is eid par main tara bakra hota
Phir eid pr main zibah ho jata
Tari khatar main kat mar jata
Tari muhabbat main kuch assa jakra hota
Kash is eid par main tumhara bakra hota
SMS Shayari
September 5th, 2010