urdu Bewafa Shayari
Advertisement
Bewafa Shayari
Welcome to the largest collection of Bewafa Shayari. You can sen these Bewafa Shayari to pakistan and india. Send these mobile Bewafa Shayari message to your friends and enjoy.Haal-e-dil
Bewafa Shayari
Haal-e-dil sun k wo aazurda haen ,shayed un ko,,,,
Is hikayat pe shikayat ka guman guzra hae
…
Sath Chor Diya
Bewafa Shayari
?”zawal-e-shab main
sitaroon ne sath chhorr diya,
“saba chali to chiragoon ne
sath chhorr diya,
“mila jo mouqa mujhe un se
baat krne ka,
“Mere naseeb k lafzon ne
sath chhorr diya,
“woh ‘roo ba roo’ thi magar
uss ko dekhte kaise,
“Woh rang’o noor thi
Aankhon ne sath chhorr diya……
…
Meri Dehleez
Bewafa Shayari
Chup Chaap Guzar jaa meri Dehleez se waapis,.
Dastak tere Hathon ki mera, gharr ne jalaa de,
…
Bhula Diya Hoga
Bewafa Shayari
Wafa ka ziker chala to mujhe khayal aaya…
wo naqsh mera wafa ka mita chuka hoga
Jo meri aankhon? ko aaina kaha karta tha
wo mera chehra bhi kab ka bhula chuka hoga…!!!
…
Wo bewafa
Bewafa Shayari
Wo bewafa he sahi aao us ka zikar karain faraz
Abhi to umar parri hay us ko bhulanay k liye
…
Mohabbat Khail hai
Bewafa Shayari
Tum Muhabbat Ko Khail Kehty ho
Ham Ne Barbaad Zindgi Ker Le…!!
…
Zindgi Barbad hoti hai
Bewafa Shayari
Jhoti tasaliyao sa pursukon rehna sikh jao ay dost
suna ha zindagi! sachi socho sa hi barbad hoti ha
…
Sath Chalna Hai
Bewafa Shayari
Abhi to mil k chalna hai, samander ki musaafat mein
Phir aagey chal k dekhein gay, kinaara kon kerta hai
…
Dil mai raha
Bewafa Shayari
Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi
Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi
Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib
Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bhi
Qurbat Kay Baad Aur Bhi Qurbat Ki Talash
Dil Mutmain Nahin Hai Teray Aanay Kay Baad Bhi
Go Tu Yahan Nahin Hai Mager Tu Yahein Pay Hai
Tera Hi Zikar Hai Teray Janay Kay Baad Bhi
Lagta Hai Kuch Kaha Hi Nahin Hai Ussay Adeem
Dil Ka Tamam Haal Sunanay Kay Baad Bhi
…
Be Khabr
Bewafa Shayari
Tu Intekhaab-e-Rang Main Masroof Aur Idhar
Koi Tere Junoon Mai Siyah Posh Ho Gayaa
…
Talab Kisi aur ki …
Bewafa Shayari
Meri har nazar Teri muntazir teri har nazar kisi or ki,
Meri zindage teri bandagi teri zindage ksi or ki,
Kabhi waqt jo mile tujhe zara aa ke dekh mere haal ko,
Meri har ghadi tere lye teri har ghadi kisi or ki,
Mujhe sirf teri talab thi par jane Kiyun mujhe tu na mili,
Tu use mila mere saamne jise thi talab ksi or ki…!
…
Zaheen Tha
Bewafa Shayari
Merey ZawaL se PehLay wo Mujhe Chhor gaya..
Haseen to thha Hi ‘ Zaheen Kitna thha..!
…
Be Wajah
Bewafa Shayari
Be-khabar be-waja be-rukhi na kiya kar,
koi toot sa jata hai tera lehja badalne se…!!!
…
Teri Berukhi
Bewafa Shayari
Zara talkh lehje mein baat kar , zara berukhi se pesh aa.
main issi nazar se tabah huwa , mujy dekh na tu pyar se
…
Sookha Darya
Bewafa Shayari
Kaise Bhulaye ga Wo meri Barson ki Chahat ko.
Darya agar Sookh bhi jaye to Rait se Nami Nahi Jati…
…
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Bewafa Shayari.



