urdu birthday sms

Here you will find birthday sms, all the birthday sms are daily updated. urdu birthday sms are daily updated and new birthday sms are added. You can sen these birthday sms messages to pakistan. Send these mobile birthday sms message to your friends and enjoy.

Apun wishing you a wonderful

Apun wishing you a wonderful, super duper, zabardast, xtra bariya,
xtra special ekdum mast n dhinchak bole to ekdum jhakaas, JANAM DIN mubarak ho..

[ Back to top ]

Suraj roshni le kar aayaa

Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak  ho tumhaara janam din aaya!

[ Back to top ]

Baar baar yeh din aaye

Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy Birthday To You !!!

[ Back to top ]

Naya Janam Din Mubarak

Gul ko Ghulshan Mubarak..
Shair ko Shahiry Mubarak..
Chand ko Chandni Mubarak..
Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak…
Hamari taraf se aap ko … Naya Janam Din Mubarak

[ Back to top ]

Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai

Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai,
Sooraj ne gagan se Salam bheja hai,
Mubarak ho Aapko Naya Janam Din,
Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai !

[ Back to top ]

Fly free and happy beyond birthdays

Fly free and happy beyond birthdays and across forever,
and we’ll meet now and then when we wish,
in the midst of the one celebration that never can end.?

[ Back to top ]

I’m lost in the middle of my birthday

I’m lost in the middle of my birthday.
I want my friends, their touch, with the earth’s last love.
I will take life’s final offering,
I will take the last human blessing.?

[ Back to top ]

Last week the candle factory burned down

Last week the candle factory burned down.
Everyone just stood around and sang
Happy Birthday.?

[ Back to top ]

Oye Ullu Ke Patte

[ Back to top ]

Saalgirah Pe Kia Bhejoon

[ Back to top ]

Happy Birthday Isme Sochna Kya

[ Back to top ]

Suraj roshni le kar aayaa

[ Back to top ]

Happy birthday 2 u

[ Back to top ]

Birthdays are 4 fun

[ Back to top ]

Tumhari is ada ka kya jawad du

[ Back to top ]

Join Us At Facebook

RSS Shayari

  • In Aankhon Se Din Raat Barsaat Hogi August 30, 2010
    In Aankhon Se Din Raat Barsaat Hogi, Agar Zindagi Sirf-e-Jazbaat Hogi, Musafir Ho Tum Bhi Musafir Hain Hum Bhi, Kissi Morh Par Phir Mulakaat Hogi, sadaayon Ko Alfaaz Milnay Na Payein, Na Badaal Girein Gay Na Barsaat Hogi, Chiraghon Ko Aankhon Mein Mazfoot Rakhna, Bari Door Taq Raat Hi Raat Hogi, Azal Khuwabad Taq Safar Hi Safar Hai, Kahin Subha Hogi Kahin Ra […]
  • Zakham lage mere dil pe yaro August 30, 2010
    Bazi e Ishq Kuch Es Tarah Se Harey Yaroo Zakham Per Zakham Lagey Dil Pe Humare Yaroo Koi To Aisa Ho Jo Ghao Per Marham Rakhey Yuun To Dushman Na Bunno Sare Ke Sare Yaroo Bazm Main Ser Ko Jhukaye Huye Jo Bethy Hain In Ko Mat Cheroo Yeh Hain Ishq Ke Marey Yaroo Jinn Main Hoty Thy Kabhi Meher O [...] […]
  • Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha August 28, 2010
    Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha Per dharkanon ne Usi ko Khuda banaya tha Main khawab khawab jise doondhta phira barson Woh ashk ashk meri aankh mein samaya tha Tera qasoor nahin jaan ,meri tanhayi Yeh roag main ne hi, khud jaan ko lagaya tha […]
  • Mujhe tareek lamhon mein kahan pehchanta hay woh August 28, 2010
    Mujhe kitne hi barson se agarche janta hay woh Yeh kaisa zulam hay k ajnabi gardanta hay woh mere hathon ne jis ko chand jaisa roop bakhsa tha Mujhe tareek lamhon mein kahan pehchanta hay woh? Magar phir bhi usay apna banane k gumaa,n mein hon Mujhe maloom hay k kab kisi ki maanta hay woh Shahara magta hay sirf tanhayi [...] […]
  • Mujhe Tanhayi Dasti Hai.. August 28, 2010
    Nahi Aise Satao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai, Kahin Se Lout Aao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai, Yaqeen Tumko Meri Baaton Pe Akhir Kyun Nahi Aata, Khudara Maan Jao Tum,, Mujhe Tanhayi Dasti Hai, Koi Dastak, Koi Aahat, Na Koi Ghar Pe Aaya Hai, Parindon!! Chehchao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai, Mujhe Lagta Hai Mujhko Ab Judayi Maar Dalay Gi, K Ab [...] […]
  • Na tujhe chor sakte hai August 22, 2010
    Na Tuje Chor Saktay hain Tere ho bhi nhi saktay, Ye Kesi Bebasi hy Ham ro bhi nhi saktay, Ye Kesa Dard Hy Hmein Pal Pal Tarpaey Rakhta Hy, Teri Yaad Aati Hy To Phr So Bhi Nhi Saktay, Chupa Saktay Hain Na Dikha Saktay Hen Logon Ko, Kuch Aesay Daagh Hain Dil Per Ham Dho Bhi Nhi Saktay. Kaha To [...] […]
  • Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna August 20, 2010
    Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna, Acha Lagta Hai Isi Dhun Mein Bikhartay Rehna, hijar walon Se Bari Dair Se Sikha Humne, Zinda Rehnay K Liye Jan Se Guzartay Rehna, Kya Kahun Q Mere Neendon Me Khalal Dalta Hai, Chand K Aks Ka Pani Mein Utartay Rehna, Main Agar Toot Bhi Jaon Toh Phir Aaina hoon, Tum Mere Baad Bhi [...] […]
  • teri qismat baharon k qabil nahi August 20, 2010
    mujh sey baad-d-bahara’n nay ro ker kaha, teri qismat bahaaro’n k qabil nahi, teri dunya hay ashkon may dobi hoi, teri aankhen nazaaro’n k qabil nahi, meri kashti ko toofa’n ne bosy diay, boli moj-e-talatum mujy deikh kar, teri taqdeer may hain bhanwar hi bhanwar, teri kashti kinaro k qabil nahi, usney mehfil se mujko utha ker kaha, meyra peecha KHUDA k liy […]
  • Main sun rahi hon phir se judayi ki aahtain August 20, 2010
    Ghaira hay is tarah mujhe wehshat k jaal ne Sab khwab mere doob gaye is malaal mein Mujh se nazer chura k guzerne lagi hawa Ane lagi ju hijer ki khushbo wisaal mein Hon sa’at e azaab mein kyoun main abhi talak? Ik umer se ghiri hon isi ik sawaal mein Bechainiaan tamam hi main us ki oorh lon Shamil mujhe kare [...] […]
  • Aa bhii jaao kii zindagii kam hai August 5, 2010
    Aa bhii jaao kii zindagii kam hai tum nahi ho to har Khushii kam hai vaadaa kar ke ye kaun aayaa nahi shahar mein aaj raushanii kam hai jaane kyaa ho gayaa hai mausam ko dhuup ziyaadaa hai chandani kam hai ainaa dekh kar Khayaal aayaa aaj kal un kii dostii kam hai […]