urdu Ramadan SMS


Advertisement


Ramadan SMS

Welcome to the largest collection of Ramadan SMS. You can sen these Ramadan SMS to pakistan and india. Send these mobile Ramadan SMS message to your friends and enjoy.

5 achey kaam

Ramadan SMS

KHAMOSHI:
Esa darakht jis pr karwa phal nahi lgta

HASAD:
Esa marz jo insan ko andar or bahir se khatm krta hy

SACHAI:
Esi dawa jski lazat karwi magr taseer shehad se zyada meethi hy

ZAHANAT:
Esa nadir poda jo mehnat k bagher nahi lagta

KHUSH AKHLAQI:
Esi khushbu jo meelon door se mahsos hoti hy.



Ramadan mubarak

Ramadan SMS

Raat ko naya chand mubarak,
Chand ko chandni mubarak,
Falak ko sitare mubarak.
Sitaroon ko bulandi mubarak.
Aur aap ko hamari taraf se,
RAMADAN MUBARAK.

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Ramadan SMS.



Search Urdu Poetry




RSS Shayari

  • Kamaal ka peer hai ishq.. May 20, 2012
    Kamaal ka peer hai ishq, Chor diya mureed kar ke.. … […]
  • Jisko Chaha Jata Hay, Zarori Ye Nahi Hota Ke Usko Pa Liya Jaey.. May 20, 2012
    Mohhabat Dukh To Deti Hay Magar Eik Bat Kehni Hay Jisko Chaha Jata Hay Zarori Ye Nahi Hota K Usko Pa Liya Jaey Kabhi Us K Bicharne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti Zara Si Dair Pahle To Yehi Ehsaas Hota Hay K Koi Ji Nahi Sakta Magar Phir Rafta Rafta Hi Haqiqat KhulTi Jati Hay Mohabbat Wo Nahi Hoti K Jisko Pa Liya Jaey Mohabbat Wo B Hoti Hay Jo Hamesha Sath Rahti Ha […]
  • Ye wafa ka silaa hai May 20, 2012
    Ye wafa ka silaa hai to koi baat nahi, Ye dard apno ne diya hai to koi baat nahi, Yehi bahut hai ki vo dekh rahe hai kinare se, Hum dub rahe hai to koi baat nahi….. … […]
  • Nisar main teri galliyon kay aey wattan.. May 20, 2012
    Nisar main teri galliyon kay aey wattan, Ke jahan chali hai rasm ke koi na sar utha k chalay… … […]
  • Garmi sardi ka ehsaas badan per rehne do May 19, 2012
    Garmi sardi ka ehsaas badan per rehne do, Apne mann ko tann ki sab takleefain sehne do, Apne kaanon ko sab shor sharaba sun’ne do, Apni zubaan ko saari sachi batain kehne do, Apni aankh ke chashme mein sab manzar behne do, Palkon ki is raah ke sarey kaantey chun’ne do, Apni zaat ke pathreeley aur banjar-pan mein Saad, Umeedon ka garam aur meetha chashma behn […]
  • Lag jaye zamaney ki hawa.. May 19, 2012
    Lag jaye zamaney ki hawa, Jaane kab us ko, Woh shakhss bhi insaan hai, Kuch keh nahin sakte.. … […]
  • Mohaabat naam hai jiska wo aisi qaid hai May 19, 2012
    Mohaabat naam hai jiska wo aisi qaid hai, Ke umren beet jati hain, saza pori nahi hoti.. … […]
  • Maazi ka insaan, suna hai, May 18, 2012
    Maazi ka insaan, suna hai, Gherat se bhi mar jata tha.. (maazi;past) … […]
  • Ustaad e Ishq sach kaha tu ne May 18, 2012
    Ustaad e Ishq sach kaha tu ne boht nalaik hun mai, Muddat se ik shakhs ko apna bnana nahi aya ..! … […]
  • Jab hui thi mohabbat to laga koi May 18, 2012
    Jab hui thi mohabbat to laga koi acche kam ka asar hai, Na khabar thi hame ke gunnaho ki esi bhi saza hoti hai.. … […]