urdu Sad Shayari
Advertisement
Sad Shayari
Welcome to the largest collection of Sad Shayari. You can sen these Sad Shayari to pakistan and india. Send these mobile Sad Shayari message to your friends and enjoy.Naam-e- wafa
Sad Shayari
Dunya mein mat dhoond naam-e- wafa “Jaana”
Dilon se khelte hein log bana ke humsafar apna
…
Jany Kyu ?
Sad Shayari
Main na jugnu hOn na diya hOn na kOi chaand,
Phir rOshni waale mere naam se jalte kyun hain !
…
Wo Shakhs
Sad Shayari
Janay us shakhs ko yeh kesa hunar aata hai,
Raat hoti hai to aankhon mei utar aata hai….
…
Tareekh e Wafa
Sad Shayari
Mujhe Bhi Yaad Rakhna Jab Likho Tareekh-e-Wafa,
K Main Ne Bhi Lutaya Hai Mohabbat Mein Sukoon Apna
…
Haqeeqat
Sad Shayari
Zindagi is tara guzri ishq main tabish
jaisay pardais main tahvaar guzer jata hay
…
Aesa bhi hoga
Sad Shayari
yuun bhii hogaa vo mujhe dil se bhulaa degaa magar
ye bhii hogaa Khud usii men ek Khalaa rah jaayegaa
…
Jaltay Charagh
Sad Shayari
Dhundla Rahey Hein Shehr K Jaltay Howey Charagh,
Aey Neend Aa Bhi Jaa, K Boht Raat Ho Chukki..!!
…
Anaa ka Masla
Sad Shayari
ab MUHABBAT ka junoon tha, woh zamana aur tha…
Ab aana ka masla hai…Woh khud chal kar aayega…!!!
…
Ruswaii milti hai
Sad Shayari
Agar wo pyaar kar laiti
Maira daaman pakaR laiti
To jeevan main faqat us say
Mohabbat farz ho jaati
Mohabbat qarz ho jaati
Magar
Acha kiya us nay
Mujhay samjha kay chal nikli
Mujhay thukra kay chal nikli
Bohat nadaan si hay wo
Abhi anjaan si hay wo
Kahan ma’loom hay us ko
Mohabat zindagi main bus
Faqat ik baar milti hay
Agar thukra kay chal niklain
To umrain beet jaati hain
Mohabbat ki tamanna main
Magar
Har aik rastay pay
Sirf ruswaaii milti hay
Faqat tanhaaii milti hay
…
Ilaj-e-dil-e-bimar
Sad Shayari
yaro kisi qatil se kabhi pyar na mango
apne hi gale k liye talwar na mango
gir jaoge tum apne masiha ki nazar se
mar kar bhi ilaj-e-dil-e-bimar na mango
khul jayega is tarah nigahon ka bharam bi
kanton se kabhi phul ki mahkar na mango
sach bat pe milta hai sada zahar ka pyala
jina hai to phir Jurrat e izhar na mango
us chiz ka kya zikr jo mumkin hi nahin hai
sehra mein kabhi saya-e-diwar na mango
…
Rulanay Walay
Sad Shayari
Koi Dikha K Roye,Koi Chupa K Roye,
Humain Rulanay Walay,Humain Rula K Roye,
Marna Ka Maza To Tab Hai Yaro,
Jab Qatil Bhi Janazay Per Aa Ker Roye,
…
Ek Lamha
Sad Shayari
Ek Samundar Hai K Mere Muqabil hai,
Ek QAtra Hai K Muj Se Sambhala Nhi Jata,
Ek Umer Hai K Bitani Hai Tere Baghair,
Ek Lamha Hai K TERE BIN Guzara Nhi Jata…!
…
KaBhi SoCha Na
Sad Shayari
TuMSe DiL Jo LaGaYa Do JaHaaN MeNe PaYa ..
KaBhi SoCha Na THa Ye MiLo Dur HoGa SaYa …
KyU KhuDa TUNe MuJhe Esa KhaWab DikHaYa ..
JaB HaQiQuT Me Use ToDNa Tha …
Ek doOje Se Hue JuDa , Jb eK DoOje Ke LiYe BaNe ..
…
Ghreeb Maa
Sad Shayari
Ghreeb Maa apnay Bachon ko Baray Pyar se yun Manati hay
Phir bana lain ge Naye Kapray, ye Eid to her Saal aati hey
…
Jazib-o-Jameel
Sad Shayari
Tum Bohat Jazib-o-Jameel Sahi
Zindagi Jazib-o-Jameel Nahi
Na Karo Behas Haar Jao Gi
Husn Itni Badi Daleel Nahi..!!~
…
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Sad Shayari.



