Yeh soch ke nikla tha ke mar jana hai

Yeh soch ke nikla th..

Ghar se yeh soch k nikla hon k Mar jana hai
Ab koi Raah dikha de k kidhar jana hai

Jism se sath nibhane ki mat umeed rakho
Is musafir ko to Rastay mein theher jana hai

Mout lamhay ki sada Zindagi umron ki pukar
Mei yehi soch k zinda hon k Mar jana hai

Nasha aesa tha k Maikhanay ko duniya samjha
Hosh aaya to khayal aaya k ghar jana hai

Mere jazbay ki bari qadar hai logon mei magar
Mere jazbay ko mere sath he mar jana hai…….


send poetry

Tanhai Shayari, Umeed Shayari
September 4th, 2010

One comment

  1. Viran Boht hon VasL Se Tashkeel Kr Muje

    Izhar-e-ulfat Kr Zara
    TabdeeL Kr Muje

    Sehra K¡ Tapt¡ Ra¡t Se Aa Kr Muje Bacha

    Tu ThandY MeethY Pan¡ K¡ ¡k JheeL Kr Muje

    Ho Jaein na Kharab Kahin Mer¡ Aadatein

    Hr Hukum Pr Na ¡sS Trh TehLeeL Kr Muje

    Ab ¡sS Trh Se Muj Ko Adhura Na Chhorr Tu

    Me hon Tera Wada Tu TakmeeL Kr Muje

    Chhu Kr Mere Wajood Ko Tajall¡ c BaKhsh De

    Me ¡K Andher¡ Raat hon QandeeL Kr Muje…

Comment here

Your Comment: