Urdu Poetry
Tera andaaz-e-wafaa
kis liye waar pe waar kiye jatey hain
ruswaa hum ko zamaney me kiye jatey hain
hamosh hoon to hai yeh bhi andaaz-e-wafa
woh to hum ko sharamsaar kiye jatey hain
lagayi hai qeemat kya mere mohsin ne
samander chahat ke kis tarah paar kiye jatey hain
hai maloom humain bhi aur unhain bhi yaaro
teer kamanon se kisse paar kiye jatey hain
Sent by - Rahul Bhopana
<< SAD POETRY
Share your Feelings with us at Ranjish Forums
sher o shayari, urdu poetry, urdu shayari, urdu sher, urdu sad poetry, urdu dird poetry, urdu gham poetry, urdu sad shayari

