Advertisements
Mujhy Bass Itna Kehna Hai
~ Mujhy Bass Itna Kehna Hai ~
Kabhi Main Yaad Aao?n Tou
Kabhi Tanhai Ki Raatei?n
Tumhei?n Zyada Sataei?n Tou
Kabhi Titli Na Bole?y Tou
Kabhi Jugnoo Laut Jayei?n Tou
Kabhi Jab Dil Bhi Bhar Jaaye Tou
Koi Jab Sun Na Paaye Tou
Agar Sab Dost Saathi Bhi
Jo Tum Sy Rooth Jayei?n Tou
Kabhi Jab Khud Sy Lad Lad Kar
Thakan Sy Choor Ho Jao Tou
Kabhi Chahty Bhi Huey Akeley
Ro Na Pao Tou
Apni Aankho?n Ko Band Karna
Mujhy Aawaz Dena
Aur?!!!
Phir Mere Tasawur Sy
Jo Chaho Keh Dena
Mere Kaandhy Py Sar Rakh Kar
Tum Jitna Chaho Ro Lena
Phir Jab Khud Mein Laut Jao Tou
Issi Dunya Mein Chaley Jana
Magar Bass Itna Kehna Hai
K Jab Bhi Dukh Ya Khushiyo?n Mein
Humei?n Dil Sy Pukaro Gy
Humei?n Saath Pao Gy
Humei?n Paas Pao Gy?.!!
More Urdu Poetry:
- Aye Dost Tu Itna Badkalam Na Ho Aye Dost Tu Itna Badkalam Na Ho Ki Kabhi Karib...
- Pass wo itna tha Pass wo itna tha jaisay dil aur dharkan Dekhta tu...
- Kuch bhi nahi ???kuch bhi nahi? Mere paas dard-e-dil ke siwa kuch bhi...
- Mujah ek bar keh dou bass Mujah ek bar keh dou bass Tumhain mujh sai mohabbat...
- Yeh kis tazabazab mein Yeh kis tazabazab mein parh gayi hun Safar k imkan...
- Mujhe Itna Pyaar Kyon Hai Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyaar Kyon Hai Inkar Karne...
- ?Mohabbat? Mujhy Wo Haasil Ho Meri Dua Hy ?Mohabbat? Mujhy Wo Haasil Ho ?Tujhe? Jo...
- Mere Sabr Ka Na le Imtehaan Mere Sabr Ka Na le Imtehaan Meri Khaamoshi Ko Sada...
- Kabhi Un ka Naam Lena Kabhi Un ka Naam Lena Kabhi Un Ki Baat Kerna...
- Yeh dard mit gaya tu phir? Yeh dard mit gaya tu phir? Yeh zakhm sil gaya...
- Mohabat phir mohabat hay mohabat phir mohabat hay kabhi dil say nahi jati? lakhon...
- mohabat phir mohabat hay mohabat phir mohabat hay kabhi dil say nahi jati? lakhon...
- Mera Wada Hy Tum Se W_A_D_A Mera Wada Hy Tum Se Tmhai?n Itna Chaho?n Ga...
- Meri sochon ke harpal mein Meri sochon ke harpal mein, tum kyo aa jaati ho,...
- Meri sochon ke harpal Meri sochon ke harpal mein, tum kyo aa jaati ho,...
Advertisement


















