Advertisements
Rah badalney ki baat
Tumharey Rah badalney ki baat kis sey karun
MAin apney KHaab bhikharney ki baat kis sey karun
Abhi woh jaan-e-Ghazal duor hai nighahoon sey
Abhi main Jaan sey Guzarney ki baatv kis sey karun
ABhi toh hijr ki tareekiyan hain dono tafar
Abhi main Chaand Nikalney ki baat kis sey karun ?
Abhi toh ghammoon sey Nidhaal hain sabhi
Abi main tery Bicharneyki baat kis sey karun ?
Meri Judaii ki ghaam mein koi bhi nehi suunta
Tumharey Baad sulaghney ki baat kis sey karun ?
Kisey baataun k tujhy kahaan kahaan nehi dhunda
Nagar nagar mein bhatakney ki baat kis sey karun ?
TEri talab mein yeh beichaain ab bhi rehta hai
Main apney dil k machalney ki baat kis sey karun??!!!!!
More Urdu Poetry:
- Doob Rahi Hain Saansain Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye Gumaan Baaqi Hai Aaney...
- Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Idher To Shehar Ke Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Udher...
- Mujhe Chain Mila Ae Baad-e-Saba Us Nagar Main ja Usay Itna Bata Ek...
- Ae chand suno kuch baat karo Ae chand suno kuch baat karo tere baat chale meri...
- Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke Jin Ankhoon Pey Main...
- Baat Nahi Hoti Sirf Chahne Se Koi Baat Nahi Hoti Suraj Ke Samne...
- Aap Aaye Nam Huyeen Aankheyn Khairmaqdam Hai! Aap Aaye Nam Huyeen Aankheyn! Kaash, Ham Saath-Saath...
- Aansoo mein nay rok liye hain Aansoo mein nay rok liye hain Kawaab gharoda tor diya...
- Har baat par kehte ho tum Har baat par kehte ho tum ke tu kya hai...
- Aansu jo beh rahey hein Aansu jo beh rahey hein inhein behney do Yeh keh...
- Ankhoon Ke Baat Samaj Laity Hain Dil Walay Ankhoon Ke Baat Samaj Laity Hain Khawab Mian...
- Aandhiyon Main Aur Chaliye Aandhiyon Main Aur Chaliye Ladkhadate Ab Kahaan Tak Ek Aawaraa...
- Kab se khamosh si ghum sum si. Kab se khamosh si ghum sum si.. yunhi bethi hoon?.....
- Ek aur baat mani Ek aur baat mani Ek aur zakham khaya Khud hum...
- A Mere Yar Lot Kar A Ja A Mere Yar Lot Kar A Ja Ajj Tere Bohat...
Advertisement


















