Advertisements




Aik Ansoo…

kisi ke aik anso par hazaron dil tarapty hain

kisi ka umer bhar ka roona unhi bekaar jata hai

More Urdu Poetry:

  1. Ansoo Ansoo her khushi or ghum mein insaan ka saath detein...
  2. Udasi Se Bhar Aye Ansoo Faraz Sirf Chehre Ki Udasi Se Bhar Aye Ansoo Faraz, Dil...
  3. Mohabat phir mohabat hay mohabat phir mohabat hay kabhi dil say nahi jati? lakhon...
  4. mohabat phir mohabat hay mohabat phir mohabat hay kabhi dil say nahi jati? lakhon...
  5. Tapak Padte Hen Ansoo Tapak Padte Hen Ansoo Jb Tumhari Yad Aati He Yeee...
  6. Ansoo Hansi Hansi Mein Ansoo Hansi Hansi Mein Nikal Aaye Q Faraz?? Bethe Bethe...
  7. Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata Jo Roo Rahay...
  8. Hal-E-Dil hal-e-dil na batao kisi ko dunya main yahan sab hamraz...
  9. Ghalib Ka Naarra Andheray Me Kya Kya Nahi Ho Jata Faraz !...


Advertisement

43 Responses to “Aik Ansoo…”

  1. Sabab roney ka wo puche to faqat itna keh denaa….
    muhe hansna nhi aata jahan per tum nhi hoti…..

  2. wo shair hi kya jiski dumm na ho
    wo sayer hi kya jo kisi ke isqe me gum naho

  3. aisa mila gum ki mera dum hi nikal gaya wo rait hi toh tha jo mere haath se mera sanam nikal gaya

  4. bijender loves Preeti

  5. hai Ritu tumne aisa mere sath kiyu kiya

    Kher jo bhi h Ritu Shadi Mubarak Tum ko I vlove u Ritu

    16 January Ritu Is Maired And Robin Death 16 January Game Over

  6. kon Dete hai umar bhar ka Sath Faraz
    Log Toh janaza me bhi Kandhe Badalte Rehte hai

    I love Retu,,,,,,

  7. sabar k bad bi ju tanahi ka safar na kat’ta
    ro daty ur khaty ye tu ne acha ni kia SAQI

  8. khud ko kar nah khaffa itna ay RIAZ… kabhi darkhat ko apni chaoOn milee hai?

  9. koi poochy haal.ehwal k kesy ho kesy guzar rahe hai zindagi…..
    faqat itna keh dena k zindagi main ghum hai,,,ghum main maza hai,,aur main maze main hoon…..!

  10. Main katna pyaar kata ho, main katna os pa marta ho,
    ya kon osy batay yaroo.
    Main katna tarapta rehta ho, main pyaar osi sa karta ho,
    ya kon osy batay yaroo….!

    H.ALI.H

  11. Main ktna pyaar karta ho, main ktna os pa marta ho,
    ya kon osy batay yaroo.
    Main ktna tarapta rehta ho, main pyaar osi se karta ho,
    ya kon osy batay yaroo?.!

    H.ALI.H

  12. Muhabbat zeay jaan ha shani
    ab Muhabbat nahi Nafrat karen ge

  13. Main katna pyaar kata ho, main katna os pa marta ho,
    ya kon osy batay yaroo.
    Main katna tarapta rehta ho, main pyaar osi sa karta ho,
    ya kon osy batay yaroo?.!
    >>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
    Zindagi tu ne lahoo leke diya kuch bhi nahin, Tere daaman mein mere wastay kya kuch bhi nahin. Mere in haathon ki chaho to talaashi lelo, Mere hathon mein lakeeron ke siva kuch bhi nahin. Ya Khuda! Ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar, Zard-hi-zard hai pedon pe hara kuch bhi nahin. Dil bhi ek zid pe ada hai kisi bacchay ki tarah, Ya to sab kuch hi isay chahiye ya kuch bhi nahin.

  14. Us Ka Honton ki izzat ka Khayal aata hai,

    ?FARAZ,?

    Warna phoolon ko to Hum Sar-e-aam

    Choom Lete Hian,,,,

  15. agar wo puch ley ham se tumhay kis bat ka gham hay.

    to pher kis baat ka gham hay agar wo puch le ham sey.

    nazir ullah khan 4rm kalash valley chitral.

  16. wah

  17. nice poetry

  18. ansoo kushi ka ho ya ghumi ka ho

    ansoo sathi hota ha har pal ka

    wafa wala chor jata ha rasta ma

    ansoo sath nabhata ha zindagi bhar

    dard ho ya na ho bhajata ha ansoo

    kushi sa ho ya ruswahe sa ho ansoo ansoo he hota ha

  19. waqt sa phala mohabbad nahi ki jati

    mohabbat sa phala azhar nahi kaya jata

  20. zindagi hum sufir ha sath K laya

    sath hum sufir nahi zindagi k laya

  21. Meray Dil may jhank kay dekhay koi.. Kitni masoom tamanaon nay dum torr dia .. [?]

  22. Kasoor DILL ka nhi, najron ka hai..
    Q dekhti hai ye BEBAFWA ki taraf,
    DILL to dhadakta hai DILL K liye.
    Najren hi mur jaati hai najron ki taraf….!!!

  23. zarorat tor dati hai gharor e beniazi ko. na hoti koi majbori to her bnda khuda hota

  24. agar wo pooch lay hm say kay kis bat ka gham hay
    to phir kis baat ka gham hay agr wo pooch lay hum
    .
    .
    aha

  25. ye talkh talkh lehja ye taiz taiz si baat,
    mizaj-e-yaar ka aalam bhi sharab jesa hai…….

  26. Kahin jaey usay meri Duaen yaad karti hain
    Usay kehna usay meri Wafaen yaad krti hain

    Main aksar Aainay k samnay Bechain rehti hun
    Kisi ne khat likha hai, ADAEN YAAD KRTI HAIN

    Usay kehna Khizaen aa gai hain ab to lot aaey
    Usay kehna December ki Wawaen yaad krti hain

    Usay kehna k Aankhon pe Ghani badli si Chhaai hai
    Jinhain dil pe barasna hai, Ghataen yaad krti hain

    Gaya tha jab to meri Khwahishain bhi saath le jata
    Lahu main naachti kuch iltijaaen yaad krti hain.

  27. Aay Waqt Tu Tham Ja
    Mujhe Yaad Kisi Ko Karne De

    Mujhe Pyaar Hua Hai Ik Dil Se
    Koi Pyaar Ki Baat To Karne De

    Har Waqt Mujhe Wo Yaad Aaye
    Phir Dil Se Ye Awaaz Aaye

    Yeh Kaisi Chahat Hai Uski
    Na Jeene De, Na Marne De

    Mujhe Yaad Kisi Ko Karne De.

  28. koi waqat purana yadd aya

    phir guzra zamna yaad aya

    phir chaak say un dewaron pay kuch likh kar jana yad aya

    kabhi aisi bhi to hota tha

    mujhe tujh se milna ata tha

    jb waqat aaneylaghta tha

    tera hath hilana yaad aya

    woh milna pipal ki chaon mein tara sir rakhna mere kandhe pe

    mera wo kehna koi daikh na lay taira wo ghabrna yad aya

    wo wkt gia lamhe beaty ab hr janib?tanhai? hai

    bas aik hai manazr ankho main taira chor k jana yaad aya..

  29. vKahan mumkin tha main dil se teri yadein mitta deta,

    Bhala kasy main ji sakta agr tujh ko bhula deta,

    Teri ruswai ke dar se labon ko see liya warna?

    Tere shehr-e-munafiq ki main bunyden hilla deta,

    Kia tark-e-wafa us nain to hogi us ki majbori,

    Jisay barson Duaen den usay kiya bud-dua deta

  30. TEREY CHALEY JANEY KEY BAD

    mey rab sey dua karta ho terey chaley janey k bad
    MOLA
    isey hamesha khush rakhna mujhey apna bananey k bad

    iski ankhoo ko kbhi nam na honey dena
    jab yeh roey mri yadoo k saht

    alfaz ada na kar paey meri mayyat pey
    q nahi ley k gaey mujhey apney sath

    himat dena meri mayat pey yeh aie
    mujhey kandha dey pyar key sath

    —————faddy——–
    fahad_qureshi15@yahoo.com

  31. 0344-2777155
    DANISH RASHEED SHOWBIZ
    PLZ SEND THE SHER O SHARI SMS

  32. bahut hi umda

  33. nice friends plz send me poetry 03128348399

  34. samad khan from khi 4th year student pre eng plz send me nice poetry

  35. nice poetry

  36. DR HADAIR i love u EMEN I LOVE U SO MUCH mohabbat se anayat se wafa se choth lagti ha bikharta phool hon muj ko hawa se choth lagti ha meri aankho main aansoo ki tarha ik raat ah jana takaluf se banavat se ada se choth lagti ha 03065070552

  37. i love u eman so much love for u and i miss u so much

  38. DR hadair this is for u eman
    tuj se ilfaz ka nain roh ka rista ha mera tu meri sanson main basi ha kushbo ki tarha I MISS U ALL THE TIME DOUNT FORGET THAT I AM ALWAYS FOR U I LOVE YOU EMAN

  39. DR hadair I MISS YOU I LOVE YOU EMAN I FEEL VERY LONLY

  40. koi b apna nain rishte hain bus naam ke apne jo saath ha ye andheari raat ha apna nain ha ujala ab tak usi ne ha pala

  41. ae kaash k hum hosh main ab ane na paien bas nagmain tere pyair k gaate he jaien dr hadair

  42. doctr s a khan

    i love some one so much and i am missing her so much i dount know why but i love her so much but i thing she has a stone hart thats why she ignore me and my love my feelings and my emostion and my love only for her she ignored every thing but one day when she realiz my love then she lose every thing because waqt jadu ha ye chal jata ha roop ka rang b dhal jata ha tap k loha b pighal jata ha ab samaj aya k dunya kya ha

  43. i love u anurag…….till my last breath…………..

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry




RSS Shayari

  • Mera dil udas kyun hai.. May 16, 2012
    Jo zara kisi ne chera chalak jaynge aansu, Mujhse koi na pucho mera dil udas kyun hai. … […]
  • Kisi Ka Haath Pakar Kar Chalte Hue May 16, 2012
    Kabhi Dekha Hai Andhe Ko Kisi Ka Haath Pakar Kar Chalte Hue, Maine Mohabbat Mein ‘TujhPe’ Kuch Yu’n Bharosa Kiya Tha..!! … […]
  • Main Bhool Gaya Hon Tujhe? May 16, 2012
    Kia Kaha..?? Main Bhool Gaya Hon Tujhe..? Nahi…! Nahi …! Dil Abhi Dharakta Hai… … […]
  • Tanhaai ki Raat Katt He Jayegi May 16, 2012
    Tanhaai ki Raat Katt He Jayegi Itne Bhi Hum Majboor Nahi, Dohra Kar Teri Baton ko, Kabi Hans Len Gy Kabi Ro Len Gy..!! … […]
  • Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko May 16, 2012
    Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko Mein Hun Tera Naseeb Apna Bana Le Mujhko Mujh Se TU Poochnay Aaya Hai Wafa Ke Maainay Ye Teri Saada-Dili Maar Na Daalay Mujhko TU Ne Dekha Nahee Aainay Se Aagay Kuch Bhee Khuda Parasti Mein Kaheen TU Na Ganwa Le Mujhko Khud Ko Mein Baant Na Daalon Kaheen Daaman Daaman Kar Dia TU Ne Agar Mere Hawaalay Mujhko Baada […]
  • Mohabbat khawb hoti hai.. May 16, 2012
    Mohabbat khawb hoti hai, Bari betaab hoti hai, Agar koi pooch bethe tou, Mohabbat raaz hoti hai.. … […]
  • Apni Ankhoon Kay Sabhi Ashk Sula Kar Soona May 15, 2012
    Apni Ankhoon Kay Sabhi Ashk Sula Kar Soona Tum Meri Yaad Ka Har Deep Bujhaa kar Soona, Ek Sitara Bhi Mere Khayal ka Baqi Na Rahe Chandni Shaab Kay Nishanat Mita Kar Soona, Darr Laga Rehta Hai Neendin Hi Kahin Cheen Na Le Tera Yeh Roz Meray Khuwaboon Main Akar Soona, Baad Main Log Gira Dain Tu Koi Baat Nahi Har Taraf Piyar Ki Deewar Utha kar Soona, Bhool Jaao […]
  • Apni tanhai mere naam pe abaad kare May 15, 2012
    Apni tanhai mere naam pe abaad kare, Kaun hoga jo mujhe uski tarah yad kare.. … […]
  • Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad May 15, 2012
    Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad Yaad Ke Ghar Nahee Rahay Aabaad Kitni Aankhain Howin Halaak-e-Nazar Kitnay Manzar Nahee Rahay Aabaad Hum Ke Ay Dil Thay Sakhan Sir Taa Paa Hum Labon Pe Nahee Rahay Aabaad Sheher-e-Dil Mein Ajab Mohallay Thay In Mein Aksar Nahee Rahay Aabaad Jaanay Kia Waaqiya Howa Kiun Loog ???? Apnay Andar Nahee Rahay Aabaad … […]
  • Ishq me hamesha hi, sabko thokar milti hai.. May 15, 2012
    Ishq me hamesha hi, sabko thokar milti hai, bas kuch hi khushnasib hote hai, jinhe mohabat milti hai. … […]