Dua wo kerty…

Dua wo kerty…..

Tumhi ne humko sunaya na apna dukh warna

dua wo kerty ke asmaan hilla detty


send poetry

Ahmad Faraz
December 9th, 2009

21 comment

  1. Aarzoo ki hi nahi us ko kabhi paney ki
    jis se mansoob muhabbat ko kiye rakha hai.

  2. bewafai se pareshan bhi ho jatey hain
    narm jhonkey kabhi toofan bhi jatey hain
    hum ne mehboob jo badla to ta’ajub kesa
    log kafir se musalman bhi ho jatey hain
    yu’n to ik dard ka rishta hai sabhi logo’n se
    log kuch zeest ka unwan bhi ho jatey hain
    shehr bhar ko main muhabbat to sikha doon lekin
    khud tarashey huey bhagwan bhi ho jatey hain
    hadisa ho ya koi mojza shahi kuch ho
    rastey pyar k asan bhi ho jatey hain.

  3. great yar

  4. itsso cute yar.i loveit.03325995057

  5. hamen to apno ne loota gheron me kahan dam tha

    meri kashti wahan doobi jahan pani hee kam tha

  6. Yaadonke zarokhe me,
    Beeti hui baatonko,
    ukhdi hui saansome,
    kuch lamhon k raazonko,
    sunsan si raahonme,
    ansune geetonko,
    pyar ki shabnam me,
    anchahe waadonko,
    kaise koi yaad karein,
    kaise yaad karein……

    Par hume tere bewafa hone ka gham nahi…
    gham to yeh hai k mohobbat se yakin uth gaya…..

  7. Ab Tu Tanhai Ka Ye Alem Hat Faraz
    Koi Has Kay Bhi Dakhay Tu Muhabat Ka Ghuman Lagta Hay

  8. Main hosh mein tha tou phir Uss pe mar gaya kaise Yeh zehar mere lahoo mein utter gaya kaise Kuch Uss k dil mein lagawat zaroor thi warna Woh mera haath daba ker guzar gaya kaise Zaroor Uss ki tawajo ki rehbari ho gi Nashe mein tha tou main apne hi ghar gaya kaise Jise bhulaye kayi saal ho gaye Kamil Main

  9. ak larke jarhe the ak larkene awaz de o”dewane
    suno tumara dupata gesta jarha he
    larke hans ker bole
    o’ dewane tu kia jane ye bhe apna farz nibarha he
    koe chum na le mare kadmo ke mate as ley nishan mita ta jarha he ……………..’;????????////////////////

  10. Hazaar chehron main teri mushabaten mili mujh ko.
    ~Wassi~
    Par dil ki mrzi hy k tu ni tu tuj sa koi bhe ni..

  11. Mujh maloom nahi acahy ki tareef,
    ~~.Dussry~~..
    Meri nazer main wo acha hai jo :tum: jaisa hy..

  12. wo bole Mohabat ka sager bahut gehra ha ?saaqi? Hum ne kaha dobne wale kabi socha nhi karte..

  13. Hamain ptatha k tairi MOHABAT k JAAM mn zahr ha,,,,,,

    “‘SAJAN”‘

    LKN

    Tary pilany mn khaloos itna tha k hm thukra na sakay……….

  14. Na Janey AJ Bohut UDAS hai hamara DIL

    “Gull”

    Lagta hai hamain Bhool janey ka Irada hai kisi ka>>>>

  15. “IVIy Advise 4 All”
    Mohabat kisi say tab hi karna jab mohabat ko nibhana seekh lo…

    Majbouriyon ka sahara le kar chor dena wafadari nahi hoti…
    ___kHuShI___

  16. very nice

  17. i jst wana sy its all to gd kep it up

  18. boht mushkil hota he jawab dena

    jab koi khamush reh kr sawal kary

  19. Sanu shaunk ni pyaar paun da , saadian
    yaaran naal baharan ne ,Es raah which sab dhoka hai , dagebaaj
    saarian naaran ne ,
    Har koi ni hundi HEER jehi , Ithe SAHIBAANvargiyaan hazaaran ne,Jo zakham kade ni bhar hunde , Eh maardian eho jiaan maaran ne ,Assin jaan ke ehna nu ni muh launde, Unj mardiaan GhuMan te hazaaran ne

  20. Meinu husna di thod tere baad vi nhi
    tere aaoun toon pehlaan vi ghuman lenda si nazarey!!!

  21. Thalle jeep kali,
    modhe Raffal dunali,
    kuj lafangea naal DUSHMANI
    kuj changaiya naal yaari,
    Una chir ni tere moohre koi kharda,
    jina chir tere GHUMAN nal yaari

Comment here

Your Comment: