Raatain Hain Udaas, Din Karry hain..
Raatain Hain Udaas, Din Karry hain
Ay Dil Tere Honslay Baray Hain
Ay Yaad-e-Habib Sath Daina
Kuch Marhalay Sakht Aa Paray hain
Rukna Ho Agar Tou So Bahaanay
Jaana Ho Tou Rastay Baray Hain
Ab Kaisay Btayen Waja-e-Girya
Jab Aap Bhi Saath Ro Pary Hain
Ab Jaanay Kahan Naseeb Lay Jaye
Ghar Se Tou “FARAZ” Nikal Paray Hain
More Urdu Poetry:
- shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas...
- Barish ke sohani raatain Phir palat aai hain barish ke sohani raatain, Phir teri...
- Udaas Muskurahaton Ke Peeche Udaas Muskurahaton Ke Peeche, Ghum Ke Railay Hain Ab Tumhain...
- Jane kya daur hai kya log hain kya kahte hain Zakhm ko phul to sar sar ko saba kahte hain...
- Udaas Mousam mohabbatain jab shumaar karna to saazishain bhi shumar karna jo...
- Udaas Bethi Hoon Apnay Sard Kamray Main Main Udaas Bethi Hoon Neem-Wa-Dareechon Say...
- Aaj Tou Be-sabab Udaas Hai Jee Aaj Tou Be-sabab Udaas Hai Jee, Ishq Hotaa To koi...
- Udaas kar k Bas yehi adat uski mujhe achhi lagti hai… Udaas kar...
- Dil Udaas Rehta Hai, Baarishon Ke Mausam Mein… Dil Udaas Rehta Hai Baarishon Ke Mausam Mein Zindagi Pighalti...
- Itni udaas raat Be khwab lamho ka Parastar kon ha,,, Itni udaas raat...
- Aao udaas raton raton main Aao udaas raton main Dil ki basti mai a k...
- Tera dil udaas kyon hai [lg_image folder="shayari" image="Tera_dil_udaas_kyon-hai.jpg" align="center" width="300" height="200" caption="Tera dil udaas kyon...
- Yeh Saal Bhi Udaas Raha Yeh Saal Bhi Udaas Raha Rooth Ker Gaya, Tujhe Dekhe...
- Aaye dil tu kiyun udaas hai Aaye dil tu kiyun udaas hai, Naa jine ki koi...
- Na udaas ho na khushi mana.. Na udaas ho na khushi mana, Tere wastey ye sahi...
Advertisement















anum
July 13th, 2012 at 11:33 am
good