Zahid sharab peene de masjid mein beth kar..

Zahid sharab peene d..

Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)

Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)

Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
(Ahmad Faraz)


send poetry

Ahmad Faraz, Allama Iqbal, Mirza Ghalib
March 11th, 2012

87 comment

  1. gud

  2. great allam iqbal

  3. great iqbal

  4. Fantastic …

  5. Great janab iqbal…

  6. WO KHUDA HE JO KAFIR K DIL ME BHI RAHA KARTA HE.
    KAFIR TO KAFIR HE JO USE NAZAR ANDAZ KARTA HE.

  7. 00966595284214

  8. Kafir ka dil hi toh khuda ka ghar hai yaaro….
    Jo duniya se dooor hota hai wo “”Uskey” paas hota hai

  9. jis dil main na ho ishq e muhammadi

    us dil main kabhi basta khuda b nahi

  10. wese iqbal sahab ny bil kul theek kaha hai
    faraz bhai

  11. iqbal jaisa koi nai

  12. Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
    Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
    (Mirza Ghalib)
    Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
    Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
    (Allama Iqbal)
    Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
    Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
    (Ahmad Faraz)

  13. Khuda tu mojood hai dunya mein har jagah
    Tu jannat mein ja, wahan peene se mana nahi.
    (Wasi)

  14. wah wah!!!!!

  15. Peeney ki khatir faqat jannat na mang roshni,
    Ye phir sy jeeny ki hy jagah, peenay ki jagah nahi.
    (Roshni Shah)
    follow link…..www.facebook.com/roshni_shah

  16. Jannat fir se jeene ki jagah hai, peene ki jagah nhi..
    Agar tu chahta hai Jannat, to tu yahan kabhi na pi..

  17. Pataa kaafir ko bhi haiki khudaa maojud hai dilme,
    pataa usko nahi hai ye khudaa ka hukm kya kya hai,,,,,

  18. Pataa kaafir ko bhi haiki khudaa maojud hai dilme,
    pataa usko nahi hai ye khudaa ka hukm kya kya hai !!

  19. Khudaa koi nahi uska jo apne hi hunar puje,
    yahi hai kaafiron ka dil jise chaha khudaa samjha !!!

  20. Pata to kafir ko bhi hoga,par usne jataya nahi,
    khud ko saja dekar bhi dusron ko rulaya nahi…
    Atif.

  21. Pata to kafir ko bhi hoga,par usne jataya nahi,
    khud ko saja dekar bhi dusron ko rulaya nahi…
    Atif..

  22. Kaafir ke dil se aya hu, waha sachha khuda nahi.
    Pine ka itna shauq hai to jahannam me jake pee.

  23. just kufar

  24. just kufar all

  25. Humy malum he jannat ke hakekat,
    Dil ko cuch rakne ka kyaal acha he,

  26. Aa jahid he aagar tare lafjo me itne taqat to mahjid ko hila kar dekh,
    Varna ak pak la or mahjed ko helte dakh.

  27. khuda maujood na ho koi aisi jagha nahi
    dozak me ja wahan tujh ko peene se mana nahi

  28. my nomber 7353664161 agar kisi ye sahi lagi te replay do mere dimag me baithe m baithe aay so my likh diya

  29. dil me kaafiro k khuda ho nai skta…
    maujood ho gar to usse accha koi insaan nai h…

  30. badya hy har hussain bahot accha

  31. zindagi bhar yahi galti karte rahe GALIB
    dhool chaire par thi our hum aaina saaf karte rahe

  32. peene ka hai itna shaok to ise chodta Q Nahi
    keya tujhe jaame kaosar ki jarurat nahi

  33. Sharab ki lazzat ke liye gunah Na kar lazzat to jati rahe gi gunah baki rahe gi

  34. sharab ko loag apni zindagi samajhte hai
    unhe keya pata oa unka khula dushman hai

  35. sharab ko loag apni zindagi samajhte hai
    unhe keya pata oa unka khula dushman hai

  36. doob ja khuda ki khudai me na talab hogi peene ki or na jarurat hogi peene ki jagah ki

  37. Mirza tu mirza

  38. na pee sharab ko tao tu bach jaye ga

    mobahat kr khuda se tao ghamo se bach jaye ga

  39. na pee sharab ko tao b tu bach jaye ga
    mobahat kr khuda se tao ghamo se b bach jaye ga
    m shaban noon
    03345443087

  40. aassal sharrab milta kkahan ha es ba rrang dunya ma
    ssharab to milta han jjannat ka zammenon ma

  41. Kuch is tarha ham shrab pety han K khuda ko to bhol jaty han
    “AAY GHALIB”
    magar sajda krna nahi bholty
    Malik-Ghalib

  42. Khuda too mojood hay dunya men har jagah
    tow jannat men jaawo wahaan peena mana nahin
    wasi shaah

  43. Peeta hon gamay dunya bhulanay kay leyea (aaaa saaqi)
    Jannat men koon sa gam hay ? Iss leya wahaan peenay mean maza nahin

  44. dekh kar tera kaam kehta hoon mai ay murtaza

    ja k masjid mai hi pi tujay koie gunha nahi

    syed murtaza

  45. dunya ye bewafa hai k0i bawafa nahe….
    main muntazir qaza ka h0n. aati qaza nhe…

    tera khyal to main s0 bar ch0r d00n….
    lekin tera khyal mujhy bh00lta nahe…

    menhdi sanam jo tu ny lagaiy hai hath py..
    ye ashiqun ka kh00n hai rang-e-hina nahe…

    parhta to hn namaz k mujhpy ye farz hai…
    jannat milay ya h00r..
    mera mudda nahe…

    zahid shrab peny day masjid me beth kar..
    ya w0 jagah bta mujhy jaha par khuda nahe…
    dunya ye bewafa h k0i bawafa nahe..
    men muntzir qaza ka hn aati qaza nahe…

  46. Go0o0o0d nightttttt friendssssss:-O

  47. Badnaam kyo karte ho kaafirr ko moorkho.,.

    Herpal wo sochta hai khuda ko moorkho…

    Baanta jahaan ko tumne,loota jahan ko tumne, dojakh bna dia tumne saare jahaan moorkhon…

    Mjhab k naam per ldte ho aaj tak,de de k tum duhaee ram aur raheem ki….tumsa nhee nikamm jalim jahaan me koe…

    Kaafirr k dilme dekhne ki aaukat nhe hai teri…

    Vrna…
    Bik jayegi tumsv ki dhrm ki dukan he samuchi…

    Dunia bnayee rvne jodne k vaaste,,kuchh kambhakt hai bethe usko todne k vaaste….

    Insaan ko insan he rahne do moorkho…dena hai hisav svko ek din dosto…

    kafirr gr jahaan me na hota,
    teri shayari adhuri hojati moorkho….insan ko baanta h tumjaiso ne moorkho….

    Insaan bulbula h pani ka,fir kaun kafir kaun safir kya mula kya pandit” kya bharosa hai is jindgani ka…
    ab to samajh javo kudrat k kauf se…
    vrna kafir kafir krte rahna jivanbhr sauk se

    GALIV K jaisa shayar na tha kvi jahan mein,aur hoga v nhe kvi.,..

    Pahle khud k dilme jhhank k dekh tujhe khuda nhe pap milega…

  48. Peeta ho main ghum e duniya bhulanay kai lia
    Jannat main konsa ghum wahan peenay ka maza hai

  49. sharab peene walo ki gaand mar deta…

    kambakht ye landd kuch maza toh leta…

  50. Jeene ke liye toh ye duniya bani hai mohsin
    jannat toh bani hai phir na marne ke liye na ki jeene ke liye

  51. Chord de pena galib, aesi koi jageh nahe, jahan khuda nahe, par janta houn meri awaaz may wou asar nahe, es liye tum tak pohanche nahe,

  52. Masjid mein pee, dil mein pee, pee jahan chahta hai
    Peene de usey Zahid tera keya jata hai

  53. Mujjit khuda ka derbar hai koi pine ki jagaha nahi….
    Pini hai to apne mhbub ke dil me beth ker pi jaha tere siva koi nahi…..

  54. peena kya farz samajhte ho jo jagah talaash rahe ho, phatte to phirne hi h shayad tujmhe pata nahi.

  55. saqi ko gila ha k bikti nahi sharab..
    .. ik us ka naam ha..hosh main aany nahi dyta..

  56. Yun humko satane ki zarurat kya thi,
    Aur GAND meri jalane ki zarurat kya thi,
    .
    Jo nahi tha Ishq Mujhse to keh dia hota,
    Apni MA CHUDANE ki zarurat kya thi,
    .
    Maloom tha agar ye khuwab toot jayega,
    to Neend me aa k CHUT dikhane ki zarurat kya thi,
    .
    Maan bhi loo agar ye ek tarfa mohabbat thi,
    To Mujhe dekh kr BEHAN KI LAWDI muskurane ki jarurat kya thi.!
    Kitni kathor vidambana hai kudrat ki.
    Phoolon ka raja gulab, Kaanto me rehta hai..!
    Aur jeevan ka nirmata, Zhaato me rehta hai…
    Jaise phooli hui roti kabhi kachchi nahi hoti,
    Waise hi bra pehni hui ladki kabhi bachchi nahi hoti..
    Aur Jaise Magarmach ke aansoo Kabhi sachche nahin hote
    Waise muh mein LUND dene se bacche nahi hote!!

  57. Kambakht hath ki lakiron me muqaddar talash kerte.
    Per…..
    Taqdir unki bi hoti hai jinke haat nahi hote.

  58. Mohammad gae meraj par to malom ye hua

    khuda hai mojud vaha is janan nahi

  59. Ye saaari qaynat ka maalik khuda hai
    khuda har jagah maujood hai
    peena hai to pee kitna piyega
    lekin peene ke baad gunaah mat kar

  60. Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..(Mirza Ghalib)Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..(Allama Iqbal)Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..(Ahmad Faraz)
    rang ghaya hai duniya ke rango me kafir is kadar.
    pucha to kehta hai ke khuda malum hai lekin pata nahi.
    (Safiq amir)

  61. peena h to peelo sb kise mana nahi
    lekin jisne yaha pee usey waha nahi……..

  62. peeta hoon ghame dunya bhulane ke liye Saaqi Jannat mai konsa gham hai iss liye waha peene mai maza nehi .

  63. Kufar ko choor tu kar khuda se piar
    us ki rehmatoon mein koi mana nahi

  64. sharab pene walo keleye ketna saza moqarar howa hain

  65. jaha marji betha kar pee peenay to.. dard ko bhulana hai..
    khuda toh tere dil mein hai misjid to ik bahana hai..,

  66. mukhtasar yeh k tum sy piyar hy bahot.

    taweel ye k tery husan ki dastaan lambi hy.

    zawal ye hy k tum paas nahi mery ASAD.

    kamal ye hy k phir b jee rahi hoon mein.

    Shaista

  67. Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
    Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..(Mirza Ghalib)

    Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
    Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..(Allama Iqbal)

    Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
    Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..(Ahmad Faraz)

    Khuda tu mojood hai dunya mein har jagah
    Tu jannat mein ja, wahan peene se mana nahi. (Wasi Shah)

    Peeta ho main ghum e duniya bhulanay kai lia Saaqi
    Jannat main konsa ghum wahan peenay ka maza hai.

    Pehley Gham Maango, Phr Pee Lo Gham ko Bhulaney k Liye
    Kon C Khawahish Hai Bhala jo Jannat Main Puri Nahi (Shaikh Mustafa)

  68. peena hai toh aankhon se pe mere galib,
    suna hai ke ankhon se pina har kisi ke bus ki baat nahi…

    aur yeh baat kafir ko bhi gawara nahi…….

  69. Ab Janliya hum nay aye dostoo sakoon milta hay nemaz say sharaab gum ki dawa nahi

  70. ek umar guzari meri maikhano ki galiyon mein par ham pe koi rang chada nahi , koi jaam kya loote mere iman ki daulat bana duniya mein wo nasha nhi ,,. Arshad farhan :

  71. ha ha ha mai to apnay comments ko in ashar ki had tak rakhu ga .parh k to lagta hai k ye sher DR.ALLAM MUHAMMAD IQBAL ne isi blog k liye likha hai ..sub kuch ek hoty hue bhi kanity sare hai hum ..dusrooko jannay se zaida dusaroo pe ilzam lagany ka n nechay dekhane ka kitna shoq hai hum mai meraa khayal hai k chand logo ne to is blog mai JAL BHUN kar comment kia hai shayed apni nafrat ka izhar kia hai ..

  72. Sharaab peetay hain gham bhulanay k liye…Jannat main koi gham nahe wahan peenay ko maza nahe…

  73. Ye sharab ye shabab ur ye kabab ,,ye dunia ye dil,, ye jannat ur jahanum ,, sb kuch khuda hai … Jahan xe chaho kixi chez ki ibteda ur intaha xe xhuru kr lo xe khuda hai ur ixh dunia main kuch bhe nh…..

  74. Peenay k shook men sar-e toor a gya

    ek jaam sbr ka meri roo’h ko bha gya

    khalid hussain aafaaq

  75. Real islamic scoler
    Hakamul ummeat

  76. “Maujood hai Khuda Jinhein hai yeh Pata,
    Phir bhi Unhein ab Ehtaraam hai hi kaha”
    {Ahmad JUNAID}

  77. Prne ka shok kisko hai zee
    PETA Hun fakat gham bhulaney ke liye…

  78. Khushbu na ho jis gul me WO gul hi nhi
    Tfakkur na ho jis dill me WO dill hi nhi”

    Tfakkur (ghor o fikr)

  79. Peeta hon gham e duniya bhulanay kai liay.

    Jannat mai konsa ghamm hai wahan peenay mai maza nahi

  80. Good very good allama iqbal

  81. kaffir hai wo jo khud he fasla kare jannat mila ya nahi ya khuda pa choor da …peena sa zayada maza yaada e khuda mai hai mohabbat to kr ka deekh

  82. These badly written Urdu verses on wine are Not penned by Mirza Ghalib or Allama Iqbal. Someone has faked their names.

  83. Peekar Tu Sharab Kon Sa Gum Kab Talak Bhulata Hai,

    Sharab Koi Dua Toh Nahi Koi Khuda Toh Nahi..!!

  84. kafir ko bhi banaya gaya hai khuda ke or se..
    kafir ko bhi banaya gaya hai khuda ki or se… //

    o chahe jaha bhi pi sakta hai sharaab ye hukm. hai khuda ki or se.. . Mo.Afzal khan

  85. Urdu k 4 lafzon mei paayi jati hai shrab SHEEN RE AALIF BEY
    Sheen se shrafat khuda ki
    Re se rehmat khuda ki
    Aalif ulfat khuda ki
    Bey se barkat khuda ki
    Jab chaaron lafzon mei khudayi hai phir pene mei kia burai hai

  86. Dear All

    Hi,

    I am sure this Ashair are not from Dr. Mohammed Allama Iqbal Sahab. Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peene Ki Jagah Nahi, Can any one kindly authenticate from any book. Email jobsatevent@gmail.com

    And to all if you are not sure about the writer Please don’t share any fake ashair by his name.

  87. sharab kaisi khumar kaisa ye sab tumhari(khudaki) nawazishen hain (rehmaten hain)
    sharab ka koi apna sareeh rang nahin
    sharab tajziyah e imaan kerti hai
    (khuda ke paighamber apne dil se kuch nahin kehte ye woh pull e sirat hain jo sirf Allah ka paigham ponhchate hain)
    pilai hai us nazar se(khuda jaisa nazaria aur husn rakhne wale paighamber se deen puhanchwaya hai)
    tu ne (khuda ne )
    ke mujh ko apni khabar nahin hai(ke me allah ke ishq me must ho gaya hon)

    jo tum pila do to pani bhi sharab ho jaye ( Allah jab kisi per karam kerta hai to use rindi ka jam pila ker apne aur apne paighamber ke ishq me mubtila ker daita hai)

    nasha utha ke(insan ko nashe me dhut ker ke) girana(insan ko insaniat se girana) to sab ko ata hai
    maza to tab hai ke girton ko tham le Saqi(Saqi=khuda ka paighamber/ Saqi e kausar ka jam jo girton to manzil tak pohcha deta hai)

Comment here

Your Comment: