Humain to woh bohat achey lage hain..

Humain to woh bohat ..

Humain to woh bohat achey lage hain,
Najane hum unhen kese lage hain,

To kya yeh par nikalne ka hai mausam,
Hawaa main jaal se khulney lage hain,

Naye qaatil ka istaqbaal hai kya,
Puraney zakham kyon bharney lage hain,

Ajab hai yeh talissm* hum-zubaani,
Paraaye log bhi apne lage hain,

Dilon ka bhaid* Allah janta hai,
Bazaahir* aadmi achey lage hain..

(talissm;magic)(bhaid;secret)(bazaahir;in real)


send poetry

Amjad Islam Amjad
October 22nd, 2012

3 comment

  1. ham pe biti h jo
    unhe kaise kahe
    .
    log mohbbat me harte h
    hm dosti me har gye.

    naz.kaha ho tum?

  2. NAZ MAINE KUCH NAHI KIYA HAI

    MAINE JO DAIRY LIKHI WO BAS EK GUSSA THA.
    .
    PAR TUMNE ITNI BERUKHI KI H KI
    SAMJH NAHI ATA KYA KRO

    MAIN HAR GAYI HU YAR.

    MAIN TUT CHUKI HU
    BIKHAR CHUKI HU
    .
    MERA SELF RESPECT
    KHATAM HO CHUKA H.

    KAISI DOST NIKLI TUM

    MUJHE ITNE BURE HALAT ME AKELA CHOR K BAITG GYI.
    AJ TAK KHABAR NAHI LI

    KYO SHAGUFTA NAZ
    TUMNE AISA Q KYA MERE 7

    PAGLI APNI DOST KA SOUDA KR DIA.
    ZARA B DIL NA KAAPA.

    mujhe ab b intezar h tmhare ane ka
    ek bar aajao plz
    .
    sirf ek bar mujse mil lo.
    .ham mafi b mangte hu tmse

    pagli ham dost the kabi.
    dosti me koi aisa krta h.
    .
    mujhe kuch accha nahi lagta h.

    kya kru. kuch sajh n ata h.

  3. NAZ MAINE KUCH NAHI KIYA HAI

    MAINE JO DAIRY LIKHI WO BAS EK GUSSA THA.
    .
    PAR TUMNE ITNI BERUKHI KI H KI
    SAMJH NAHI ATA KYA KRO

    MAIN HAR GAYI HU YAR.

    MAIN TUT CHUKI HU
    BIKHAR CHUKI HU
    .
    MERA SELF RESPECT
    KHATAM HO CHUKA H.

    KAISI DOST NIKLI TUM

    MUJHE ITNE BURE HALAT ME AKELA CHOR K BAITG GYI.
    AJ TAK KHABAR NAHI LI

    KYO SHAGUFTA NAZ
    TUMNE AISA Q KYA MERE 7

    PAGLI APNI DOST KA SOUDA KR DIA.
    ZARA B DIL NA KAAPA.

    mujhe ab b intezar h tmhare ane ka
    ek bar aajao plz
    .
    sirf ek bar mujse mil lo.
    .ham mafi b
    ur frend pari.ashu

Comment here

Your Comment: