Advertisements
Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho
Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho
Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho
Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin
Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho
Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ?
Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho
Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ?
Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay Ho
Sarwad-e-Aatish-e-Zarreen Sehen-e-Khaamooshi
Wo Daagh Hai Jisay Har Shab Jalaanay Lagtay Ho
Suna Hai Kehkashaanon Mein Roz-o-Shab Hee Nahee
Tou Phir Tum Apni Zabaan Kiun Jalaanay Lagtay Ho ?
More Urdu Poetry:
- Bohat bechain rehti hay tabiat ik muddat say Bohat baichain rahtee hay tabiat aik muddat say Dil o...
- Yaad To Nahi Aatay Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay Tum Mujhay Yaad To...
- Yaad AAtay hain Jab Yaad ka AAngan Kholoon To Kuch Dost buhat Yaad...
- ehen Mein Oske Khirkian Thee Bohat Zehen Mein Oske Khirkian Thee Bohat Per Fizaon Mein Aandhian...
- naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati mgr...
- Mohabbat Zaat Ke Ander Koi Guum Zaat Hoti Hai Mohabbat Zaat Ke Ander Koi Guum Zaat Hoti Hai……….. Mohabbat...
- ik dost bohat yaad aya Aj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya Acha guzra...
- Chalo apni subha ko jaga kay aatay hain andheri raat thikanay laga kay aatay hain chalo keh apni...
- Pehle pehal ghabraye bohat tark e talluq khel nahi hai pehlay pehal ghabraey bohat...
- Hum usay yaad bhi aye tou kab yaad aye Kya khazanay meri jaan,hijer ki shab yaad aye Tera chehra,teri...
- Bohat es ko bulata ho bohat samjhta ho lekin Bohat es ko bulata ho bohat samjhta ho lekin ye...
- aik shakhs ka main bohat khayal rakhta tha Labon pay harf na hi koi sawal rakhta tha Kabhi...
- na jana kah dunia sa jata hai koi na jana kah dunia sa jata hai koi bohat dair...
- Har shab dar ati hai dil me yaad koi Har shab dar ati hai dil me yaad koi, Har...
- Ik baat kahoon ager suntay ho Ik baat kahoon ager suntay ho Tum mujh ko achay...
Advertisement



















mubashar ali
February 9th, 2012 at 10:59 am
v nic