Mohabat tark ki
Mohabat tark ki..
Mohabat tark ki may nay garaiban si liya may nay?.!
Zamanay ab to khush ho zehr ye bhi pi liya may nay..!
Abhi zinda hoon lekn sochta rehta hoon khilvat may?!
K ab tak kis tamana kay saharay jee liya may nay?.!
…
Tumhainy apna nahi skta mager itna bhi kiya kam hai..!
K kuch mudat haseen khaobon k saharay jee liya may nay..!
Bus ab to daman-e-dil chor do bekaar umeedo?.!
Bahot dukh saih liye may nay bahot din jee liya may nay?!
Aik dard bhari cheekh hoon, nakaam dua hoon?.!
Ujray huay maazi ki preshan sada hoon?..!
Geeton may samoya hai lahu apnay jigar ka?.!
Naghmon kay saharay ye lahoo thook raha hoo?!
Mohsin Naqvi
April 3rd, 2011
9 comment
Comment here
Next: Usay kehna »
lost
May 17th, 2011 at 10:56 pm
geart 1 really
lost
May 17th, 2011 at 11:51 pm
bhut khub kya baat hai iam aysha from uae or mujh yhe site acha laga
malik
June 11th, 2011 at 10:19 pm
nice
Waseem
July 26th, 2011 at 8:37 pm
very nice bro……….
sara
July 29th, 2011 at 7:44 pm
good poetry
Jeeshan Khan
July 30th, 2011 at 7:25 am
>>ULjhay huey hain palkon main shabnam k chand qatry ?
Bichra tha koi raat ko, Khawabon k safar main ?!!!
>catch me on facebook jeeshan7:::
fairoz ahmed
August 19th, 2011 at 12:40 pm
v nice…bahut khoob
rabi
August 21st, 2011 at 5:41 am
exactlyyyyyyyyyyyyy
sahib baloch
August 31st, 2011 at 11:23 am
kiyon hum ab b kisi se piyar kare “sahib”
Barbad howa hai wahi jo b piyar k dokhey may aaya hai.