Nayi bunyaad

Nayi bunyaad..

chalo mohsin mohabat ki nayi bunyaad rakhte hai,
khud paband rehtay hai usay azaad rakhtay hai,
hamare khoon main rab ne yahi taseer rakhi hai,
burai bhool jaty hai achai yaad rakhtay hai,
mohabat main kahien hum se gustakhi na ho jaye,
hum apna har qadam us k qadam k baad rakhte hai…


send poetry

Mohsin Naqvi
March 15th, 2011

3 comment

  1. very nice… contact me plz…03062661034

  2. Wah Mohsin Wah kamal hai yar tera bhi

  3. shaayad abhii hai raakh me.n ko_ii sharaar bhiikyo.n varnaa intazaar bhii hai iztiraar bhii[sharaar = spark; iztiraar = restlessness]dhyaan aa gayaa hai marg-e-dil-e-naamuraad kaamilane ko mil gayaa hai sukuu.N bhii qaraar bhii[marg-e-dil-e-naamuraad = death of an unsuccessful/unlucky heart]ab Dhuu.NDhane chale ho musaafir ko dostohadd-e-nigaah tak na rahaa jab Gubaar bhii[hadd-e-nigaah = (to the) limits of one’s vision]har aastaa.N pe naasiyaa_farsaa hai.n aaj vojo kal na kar sake the teraa intazaar bhii[aastaa.N = threshold; naasiyaa_farsaa = one who rubs his forehead][ik raah ruk ga_ii to ThiThak kyo.n ga_ii ‘Ada’aabaad bastiyaa.N hai.n pahaa.Do.n ke paar bhii

Comment here

Your Comment: