Tmhara Mohsin

Tmhara Mohsin..

Usne jab jab bhi mujhe dil se pukara mohsin.
Me ne tab tab yeh bataya ke tumhara mohsin.

Log sadyon ki khataon pe bhi khush baste hain.
Humko lamhon ki wafaon ne ujara mohsin.

Jab agiya ho ye yaqin ab woh nahin aega.
Gham aur anso ne diya dil ko sahara mohsin.

Woh tha jab pas to jeene ko bhi dil karta tha.
Ab to pal bhar bhi nahin hota guzara mohsin.

Usko pana to muqadar ki lakeron men nahin.
Uska khona bhi karen kaisa gavara mohsin………


send poetry

Mohsin Naqvi
May 7th, 2011

One comment

  1. Apni aankhon ko kanwal aesa banana hoga, Band muthi se jo urr jati hai qismat ki pari, Iss hatheli main koi chaid* purana hoga,

Comment here

Your Comment:

Next: »