Nam Hain Palkain Teri Ay Mouj-e-Hawa, Raat Ke Saath

Nam Hain Palkain Teri Ay Mouj-e-Hawa, Raat Ke Saath
Kia Tujhe Bhee Koi Yaad Aata Hai Barsaat Ke Saath ?

Roothnay Aur Manaanay Ki Hadain Milnay Lagee.n
Chasham Poshi Ke Saleeqay Thay, Shikayaat Ke Saath

Tujh Ko Kho Kar Bhee Rahuun Khilwat-e-Jaa.n Mein Teri
Jeet Paayi Hai Mohabbat Ne Ajab Maat Ke Saath

Neend Laata Howa, Phir Aankh Ko Dukh Deta Howa
Tajurbay Donuun Hain Wabasta Tere Haath Ke Saath

Kubhi Tanhayi Se Mehroom Na Rakha Mujh Ko
Dost Hamdard Rahay Kitnay, Meri Zaat Ke Saath

Share it!
Nam Hain Palkain Teri Ay Mouj-e-Hawa, Raat Ke Saath
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Sochuun Tou Wo Saath Chal Raha Hai Sochuun Tou Wo Saath Chal Raha Hai Dekhuun Tou Nazar...
  2. Toote hue dilon ki…Duaa mere saath hai… Toote hue dilon ki…Duaa mere saath hai, Duniya teri taraf...
  3. Ye Umar Bhar Ka Safar aur Ye Raaigaani Teri Ye Umar Bhar Ka Safar aur Ye Raaigaani Teri Kahan...
  4. Chalta hon parte hain qadam mere hawa par Chalta hon parte hain qadam mere hawa par, Darta hon...
  5. palkain bhighona Kabhi daman kabhi palkain bhighona kis ko kehte hain? Kisi...
  6. hamoosh saath saath kahan tak chala chaloon hamoosh saath saath kahan tak chala chaloon insaan hoon kuch...
  7. Khawb ban kar teri ankhon mein Khowab Ban Kar Teri Aankhon Main Utarna Chahon Phool Ban...
  8. Mere Saath Na Chal Tu Kisi Aur Ki Jageer Hai Ai Jaan-e-gazal Log Tufaan...
  9. Palkain jhuka kr Sahil ki geeli rait pr main ny us sy poocha,...
  10. Teri Judai Or Yah July Ki Akhri Raat.. Teri Judai Or Yah July Ki Akhri Raat , Mill...
  11. Mein Jab Hawa Ke Iraadon Ko Jaan Leta Hun… Mein Jab Hawa Ke Iraadon Ko Jaan Leta Hun Laray...
  12. Charaagh-e-Raah Bujha Kia, Ke Rehnumaa Bhi Gaya Charaagh-e-Raah Bujha Kia, Ke Rehnumaa Bhi Gaya Hawa Ke Saath...
  13. Tamam raat me sunta raha teri awaz Tamam raat me sunta raha teri awaz, Tera kheal hi...
  14. Kehte hain us gali ki hawa me hai zindagi Kehte hain us gali ki hawa me hai zindagi, Yon...
  15. Jaise guzra hawa bhi to mere darwaze se Jaise guzra hawa bhi to mere darwaze se, Ab hawa...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari

  • Shor to youn utha tha jesay ik toofa’n ho! May 21, 2013
    Shor to youn utha tha jesay ik toofa’n ho! Sanatey mein janey keay doob gaya.. … […]
  • Shayad is dukh sey ujri chali jati hai zamee’n. May 21, 2013
    Shayad is dukh sey ujri chali jati hai zamee’n. Ab to insaa’n ka sitar’on per basera ho ga.. … […]
  • Abhi aay ho abhi ja rahey ho ! May 21, 2013
    Abhi aay ho abhi ja rahey ho kuch dair aur ruko abhi raat baki h ai is tarha barish mein mat chor ker jao mujhey in ankh’on mein an-dekhay sapney bohat baki hein tum in rah’on mein abhi sey nidhal ho abhi dukho’n ki kitab aur baki hai tum kisi aur key ho jao ye ho nahi sakta abhi to ‘Gul’ ki saans boht baki hai.. … […]
  • Shayaro, naghma garo, nug tarasho, dekho. May 21, 2013
    Shayaro, naghma garo, nug tarasho, dekho.. Is sey mil lo to batana key hasee’n tha koi.! … […]
  • Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. May 21, 2013
    Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. Hein kitney be-hijaab key yuon hein hijaab mein.! … […]
  • Shab magar kaat li hi ankh’on mein! May 20, 2013
    Shab magar kaat li hi ankh’on mein! Door hoti rahi sehar phir bhi.. … […]
  • Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! May 20, 2013
    Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! Log kehtay thay yehi khak hai dariya mera.. … […]
  • Mein Hun aur Tanhai Hai! May 20, 2013
    Mein hun Aur tanhai hai Teri ye chand tasweer’ain Jo mujh sey baat’ein kerti hein Teri ye chand tehreer’ain Jin ko parh ker hum khod ko tasali’yan detay hein Aur kuch card Jinhei’n hum eid per parha kertay hein Aur Teray bhejay huay kuch gift Jinhei’n hum her waqt chuma kerat thay Agr tum khod aa ker dekho Mera kamra bas teri Yaad’on ki nishani hai Aur tum K […]
  • Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.! May 20, 2013
    Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.!! Ba-wafa is per bhi keh detay hein parwaney ko hum.. … […]
  • Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye! May 20, 2013
    Sharma gay, lajha gay, ankh’ein chura gay.! Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye.. … […]