Apne Honton Pe Sajana Chahta Hun

Apne Honton Pe Sajana Chahta Hun
Aa Tujhe Mein Gungunana Chahta Hun

Koi Aansuu Tere Daaman Pe Gira Ke
Boond Ko Moti Banana Chahta Hun

Thak Gaya Mein Yaad Kartay Kartay Tujh Ko
Ab Tujhe Mein Yaad Aana Chahta Hun

Aakhri Hichki Tere Zaano Pe Aaye
Mout Bhee Shayarana Chahta Hun

Reh Gayi Thi Kuch Kami Ruswaayion Mein
Phir “Qateel” Oske Dar Pe Jaana Chahta Hun

Share it!
Apne Honton Pe Sajana Chahta Hun
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Apne honthon par sajana chahta hoon Apne honthon par sajana chahta hoon.. aa tujhe mein gungunana...
  2. Shaam se pehle ik diya jalana chahta hoon Shaam se pehle ik diya jalana chahta hoon, Main aaj...
  3. Jee Chahta Hai Tujhe Tujhse Churane Ko Jee Chahta Hai, Tujhe Apna Banane...
  4. Tere ishq ki intaha chahta hun Tere ishq ki intaha chahta hun Meri sadgi dekh kya...
  5. haathon main pighal janay ko jee chahta hay haathon main pighal janay ko jee chahta hay Aatish-e-shoaq main...
  6. Chahne Ko Jee Chahta Hai Bus Ab Tujhe Hi Chahne Ko Jee Chahta Hai, Teri...
  7. Jab Kisi Jaam Ko Honton Se Lagaya Mein Ne Jab Kisi Jaam Ko Honton Se Lagaya Mein Ne Raqs...
  8. Ye dil tujhe itni shiddat se chahta kyu hai Ye dil tujhe itni shiddat se chahta kyu hai Har...
  9. Mohabbat ki hadhon se door jana chahta hai dil Mohabbat ki hadhon se door jana chahta hia dil Kisi...
  10. Mujhe apne barbad hone ka ghum nahi, Mujhe apne barbad Hone ka gum nahi, Teri barbadi ka...
  11. Jee chahta hai khwab ki tarah bikhar jane ko ji chahta hai aisi...
  12. Ham Teri Mohabbat Pe Inhesaar Kia Kartay Ham Teri Mohabbat Pe Inhesaar Kia Kartay ? Rait Ke...
  13. Kar choke hain toba agar hum apne gunahon se Kar choke hain toba agar hum apne gunahon se Phir...
  14. Sangay mar-mar se tarasha hua ye shukh badan Sangay mar-mar se tarasha hua ye shukh badan Itna dil...
  15. Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko Mein Hun...


Advertisement

One Response to “Apne Honton Pe Sajana Chahta Hun”

  1. bohat alaa yar

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari

  • Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. May 21, 2013
    Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. Hein kitney be-hijaab key yuon hein hijaab mein.! … […]
  • Shab magar kaat li hi ankh’on mein! May 20, 2013
    Shab magar kaat li hi ankh’on mein! Door hoti rahi sehar phir bhi.. … […]
  • Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! May 20, 2013
    Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! Log kehtay thay yehi khak hai dariya mera.. … […]
  • Mein Hun aur Tanhai Hai! May 20, 2013
    Mein hun Aur tanhai hai Teri ye chand tasweer’ain Jo mujh sey baat’ein kerti hein Teri ye chand tehreer’ain Jin ko parh ker hum khod ko tasali’yan detay hein Aur kuch card Jinhei’n hum eid per parha kertay hein Aur Teray bhejay huay kuch gift Jinhei’n hum her waqt chuma kerat thay Agr tum khod aa ker dekho Mera kamra bas teri Yaad’on ki nishani hai Aur tum K […]
  • Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.! May 20, 2013
    Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.!! Ba-wafa is per bhi keh detay hein parwaney ko hum.. … […]
  • Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye! May 20, 2013
    Sharma gay, lajha gay, ankh’ein chura gay.! Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye.. … […]
  • Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab. May 20, 2013
    Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab.. Apney rukhsar sey pardey ko hataye rakhiye! … […]
  • Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi. May 20, 2013
    Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi.!! Har ik jaam sey chalkey hazar maey khaney.. … […]
  • Wo mujh sey pocha kerti thi May 20, 2013
    Mein ik pal bhi ghar sey nikl’on To wo mujh sey pocha kerti thi Tum kahan gaye thay Kis sey milney gaye thay Kia kam tha tujh o Aisey be-wajha Ghar sey na nikla karo Zamana bohat kharab hai Aaj teen shab bad Jab mein ghar lauta to Yaad aya Wo pocha kerti thi … […]
  • Shama hai, jaam-o-surahi hai aur saqi hai. May 20, 2013
    Shama hai, jaam-o-surahi hai aur saqi hai.. Aye dil teray qatal mein ab kon si kasar baki hai! … […]