Diwar pe larza hai to dhar kamp raha hai

Diwar pe larza hai to dhar kamp raha hai
Bichare ho to ojhara hoa ghar kamp raha hai

Tum ankh ki patali me chope sach ko bhi daikho
Mujram to nahin hai wo agar kamp raha hai

Weran hai is darja tere bad mera dil
Iss sheher me ate hoe dar kamp raha hai

Ikk main k judai ne mujhe kar dia sakat
Ikk to hai k sadame se odhar kamp raha hai

Anghan ko palat jaon na main chor k uss ko
Sehra main mera khawab safar kamp raha hai

Yaa to meri benai pe hai khof mosalat
Yaa nehar k pani me shajar kamp raha hai

Tujhe nahin don ga main kabhi hijhar k sadme
Dil me teri yadon ka sharer kamp raha hai

Share it!
Diwar pe larza hai to dhar kamp raha hai
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Dil Jal Raha Tha Gham Se Magar Nagmagar Raha Dil Jal Raha Tha Gham Se Magar Nagmagar Raha Jab...
  2. Chamak othe dar o diwar us ki amad se Chamak othe dar o diwar us ki amad se, Wo...
  3. Chandani rah e mulaqat me diwar bani Chandani rah e mulaqat me diwar bani, Chand bhi jaise...
  4. Diwar kia giri mere kache makan ki Diwar kia giri mere kache makan ki, Lagon ne mere...
  5. Wo wesa nahi raha os sy juda to ho gaya per un laga mujhy...
  6. Ishq mein mombati sa jal raha hoon main Ishq mein mombati sa jal raha hoon main. Tere moh...
  7. Yaad bhi raah ki diwar samjhate hain muje Yaad bhi raah ki diwar samjhate hain muje, Me samjhata...
  8. Tanhaiyon Ko Humsafar Kehta Raha Hoon Main Kari Tanhaiyon Ko Humsafar Kehta Raha Hoon Main Khiyal-e-Yaar TujhKo...
  9. Meezan e jahalat main gohar tol raha hai Meezan e jahalat main gohar tol raha hai pemanaye tableegh...
  10. Dil mai raha Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi Dil Main Raha...
  11. Teri tarha malal mujhay bhi nahi raha teri tarha malal mujhay bhi nahi raha jaa ab tera...
  12. Suraj kahin dhal raha hoga Door suraj kahi dhal raha hoga, kisi ka dil mere...
  13. Dasht-E-Tanhai Main Dasht-E-Tanhai Main Aye Jan-E-Jahan Larza Hai Teri Aawaz Ke Saaye...
  14. Meri chahat ka safar is liye dushwar raha Meri chahat ka safar is liye dushwar raha Main mohabat...
  15. Kuch toot raha hai Jaane kya hai dil ke andar jo chupke se toot...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari

  • Abhi aay ho abhi ja rahey ho ! May 21, 2013
    Abhi aay ho abhi ja rahey ho kuch dair aur ruko abhi raat baki h ai is tarha barish mein mat chor ker jao mujhey in ankh’on mein an-dekhay sapney bohat baki hein tum in rah’on mein abhi sey nidhal ho abhi dukho’n ki kitab aur baki hai tum kisi aur key ho jao ye ho nahi sakta abhi to ‘Gul’ ki saans boht baki hai.. … […]
  • Shayaro, naghma garo, nug tarasho, dekho. May 21, 2013
    Shayaro, naghma garo, nug tarasho, dekho.. Is sey mil lo to batana key hasee’n tha koi.! … […]
  • Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. May 21, 2013
    Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. Hein kitney be-hijaab key yuon hein hijaab mein.! … […]
  • Shab magar kaat li hi ankh’on mein! May 20, 2013
    Shab magar kaat li hi ankh’on mein! Door hoti rahi sehar phir bhi.. … […]
  • Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! May 20, 2013
    Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! Log kehtay thay yehi khak hai dariya mera.. … […]
  • Mein Hun aur Tanhai Hai! May 20, 2013
    Mein hun Aur tanhai hai Teri ye chand tasweer’ain Jo mujh sey baat’ein kerti hein Teri ye chand tehreer’ain Jin ko parh ker hum khod ko tasali’yan detay hein Aur kuch card Jinhei’n hum eid per parha kertay hein Aur Teray bhejay huay kuch gift Jinhei’n hum her waqt chuma kerat thay Agr tum khod aa ker dekho Mera kamra bas teri Yaad’on ki nishani hai Aur tum K […]
  • Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.! May 20, 2013
    Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.!! Ba-wafa is per bhi keh detay hein parwaney ko hum.. … […]
  • Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye! May 20, 2013
    Sharma gay, lajha gay, ankh’ein chura gay.! Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye.. … […]
  • Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab. May 20, 2013
    Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab.. Apney rukhsar sey pardey ko hataye rakhiye! … […]
  • Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi. May 20, 2013
    Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi.!! Har ik jaam sey chalkey hazar maey khaney.. … […]