Urdu Poetry
Uss Nain Door
Uss ne door rehnay ka mashwara bhi likha ha
Saath hi muhabbat ka waasta bhi likha ha
Uss ne yeh bhi likha ha ke mere ghar nahi aana
Aur saaf hi lafzo main raasta bhi likha ha
Kuch haroof likhay ha zabt ki nashist main
Kuch haroof main uss ne hosla bhi likha ha
Shukrya bhi likha hai dil se yaad karnay ka
Dil se dil ka kitna faasla hai yeh bhi likha hai
Sent by - Usama Zia
<< SAD POETRY
Share your Feelings with us at Ranjish Forums
sher o shayari, urdu poetry, urdu shayari, urdu sher, urdu sad poetry, urdu dird poetry, urdu gham poetry, urdu sad shayari

