Advertisements




Ehsaas Hamara Dilaayegi

Har Aahat Ehsaas Hamara Dilaayegi
Har Hawa Khushbu Hamari Laayegi
Hum Dosti Aisi Nibhaayengey Yaara
Hum Na Honge Tou Yaad Tumhe Sataayegi!

More Urdu Poetry:

  1. HAMARA HOTA Sham ko parindon ki tarah lout aata, Muntazir agar koi...
  2. Ek Ehsaas Bilkul Teri Ada Ka Tha Ek Ehsaas Bilkul Teri Ada Ka Tha Bahir Nikal Kar...
  3. nazdeekiyaan ehsaas dilati hain suna hai nazdeekiyaan ehsaas dilati hain.. dooriyan betaabi badhati hain.....
  4. Main Is Ehsaas Ki hushbuu Main Is Ehsaas Ki hushbuu Main Abhi Tak Hoon Muqeed...
  5. HAMARA YE TUM KO Hamara ye tum ko ye Salam Akhre hy. Suno!Aaj tum...
  6. MUHABBAT KO MUHABBAT KA ZARA EHSAAS HONE DO MUHABBAT KO MUHABBAT KA ZARA EHSAAS HONE DO ABHI KUCH...
  7. Tumhare Kaam Na Aayega Kal Mera Tassvur Tumhare Kaam Na Aayega Yaad To Rahega...
  8. Din To Guzar Hi Jata Hai Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed Me...
  9. Din To Guzar Hi Jata Hai Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed Me...
  10. Yaad Aaoonga Yaad Aaoonga Har Us Lamhe Me Yaad Aaoonga Jab Tum...
  11. Tum Ko Yaad Kia Chahat K Is Dariya Per Dariya Aur Kinarey Per Dil...
  12. Karoge Yaad Ek Din Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko Chale...
  13. Yaad To Nahi Aatay Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay Tum Mujhay Yaad To...
  14. Choudhwen Ka Chand Dekhon Jab Kabhi Choudhwen Ka Chand Dekhon Tum Yaad Aatey Ho...
  15. Karoge Yaad Ek Din Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko Chale...


Advertisement

16 Responses to “Ehsaas Hamara Dilaayegi”

  1. Haan Yeh Aasan Nahi
    Haan Yeh Aasan Nahi
    K Main
    Khud Ko Tujh Se Juda Karlon
    Per Itna Bhi Mushkil Nahi
    Tujh Ko Alwida Kehna
    Aansoo Jo Huey Teri Amanat
    Lauta Dongi
    Woh Yaadein
    Wohi Haseen Yaadein
    Haan Main Sab Bhula Dongi
    Agar Main Chahon??.
    Safar Jo Zindagi Ka
    Tera Haath Thaam Kar Guzara
    Main Ne?.
    In Kadmoo Ka
    Aik Aik Naksh Mita Dongi
    Haan Main Woh Sab Jhutla Dongi??
    Main Janti Hon
    Meri Rooh Main Basi
    Hay Teri Khushboo
    Meri Rago Main Hay Dorta
    Teri Chahato Ka Laho
    Main Na Chahon Bhi Tau
    Tujhe Hi Pukarti Hon
    Per Main Apne Lafz See Longi
    Khud Pe Khamooshi Ka Khol
    Charha Longi
    Teri Har Umeed Bhuja Dongi
    Har Woh Raasta Jo Teri Jaanib Jaata Hay
    Badal Don Gi??.
    Woh Aashiyana
    Jo Hum Tum Ne
    Aik Dojay K Liye Banaya Tha
    Main Usse Aag Laga Dongi
    Main Teri Nazro Se Ohjal Hojaon Gi
    Teri Duniya
    Se Door Chli Jaon Gi
    Agar Na Karsaki Aisa
    Khud Pe Bhes Charha K
    Ajnabi Ho Jaon Gi???..
    Agar Na Karsaki
    Aisa??.
    Khamooshi Se
    Apne Daaman Main Tera Aks Sametay
    Zindagi Se Aanchal Chura K
    Andhero Main Kho Jaon Gi
    Per Kasam Hay
    Na Kisi Aur Ki Bano Gi
    Na Tere Paas Lauton Gi

  2. itna dard kiyon?

  3. Chod do ab poorani yeh aadat
    Gantavyaheen hoti manavata ki shikaayat
    Mil jaayegi manjil khud hi
    Ek kadam jara badha kar to dekho?..

  4. waqt se kiska gum hai k takra jae,
    waqt insan k har zakhm ki dawa hota hai,
    zindagi naam hai ehssaass ki tabdili ka,
    sirf mar mar k jine se kya hota hai…..

  5. wah kiya bat hai g good……

  6. USS SHAB KITNA TOT KY ROYE CHAND HAWA OR MAIN
    USS RAT TEENO HI UJRAY THAY CHAND HAWA OR MAIN

  7. juda hona he thera to…………..heart touching poetry really

  8. My hosband not the give me nice one I am very miss my jan

  9. DO GHAREE KI MULAQAT MAIN WO KITNY RANJO ALAM DAY GAY HAIN
    ISS ENAIT PAY QURBAN JAO PAYYAR MANGA HA GHAM DAY GAY HAIN

  10. kiya hushn hai jwaan kya rangroop hai
    wo bhid me bhi chale to tanha dikhai de

  11. aankho ko intzaar ke lamhaat saunp ke
    nidein bhi le gya koi apne safar ke saath

  12. Rehti hein shab-o rooz shumayel teri nazrein

    Ker dein na kahein mujh ko yeh ghayel teri nazrein

    Massom haseen or wafaon ka tu paiker

    Har baat ke deti hein dalayel teri nazrein

    Ho bass me mere to ban jaon pehra inn per

    Kahein or na jaein yeh mayel teri nazrein

    Jab se chala gaya he woh ajnabi Qaiser”

    Kitni veraan se lagti hein yeh sayel teri nazrein….

  13. i like Musarrat bibi’s comment……i really like it…….0307-6999143 its my number……

  14. Humne Us Se Muhababt Mai Chahat Ki Intiha Kardi Apni Her Khushi Us Pe Fida Kar DiKuch Is Andaaz Se Us Ne Luta Diya Mujko Meri Hi Zindagi Mere Liye Hi Saza KardiBaith K Namaz Mai Mangi Thi Jis Ki Qurbat Khuda Ne Usi Hi Ki Judai Ata Kar DiRaat Bhar Rotey Hain Usey Yaad Kar K Ab Sochte Hain K Muhabbat Hi Ki Thi Ya Khata KardiTang A Kar Jo Khuda Se Mangi Maut Humne
    Bewafa Ne Hamari Lambi Umer Ki Dua Kardion <3.<3.<3.<3

  15. Meri Aanso B Mujse Shikwa Kar Gai
    Khayal
    Tu Juda Hua Tau Mujhe Aankhun Sey Juda Q kia

  16. sab song very touchy

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]