Advertisements




Ek Ghazal

Sondhee Mittee Kee Khushboo Mien Liptee Huyee Kucch Yaadien
Phoolon Kee Pankhuriyon Mien Sahejay Huye Kucch Lamhaat
Uss Aksmaat Mulaaqaat Kee Goonjtee Huyee Dharkhan
Ek Ghazal Mien Gholee Huee, Kisikay Lafzon Kee Misree
Zehen Mien, Be-Khauf Failtaa Hua Ek Tassavvur Ka Jaadoo
Waqt Kee Aankhon Say Giree Huyee Ek Ashq Kee Boond
Shabnam Say Churayee Huyee, Thorhee See Numee
Ek Ajnabee Say Milee, Be-Takalluf Hansee
Unkee Jhalak Ka Muskurata Hua Khumaar
Ek Chashm Mien Tairtee Huyee Jheel Kee Gehraayee
Zehan Kay Aangan Mien Kheltay Huey Khayaalon Kay Kehkahay
Ek Manzil Pay Baithay Huey Intezaar Kee Kashish

More Urdu Poetry:

  1. Ghazal Usk Naam Na Ho Jaye Phir Aaj Koi Ghazal Usk Naam Na Ho Jaye Aaj...
  2. Tum To Aaye Nahin Priya, Tum To Aaye Nahin Jaag Huyee Hai Bhor Kyoun...
  3. Kuch Is Tarah Se Kuch Is Tarah Se Uljhe Hum Apni Uljhano Me Khudi...
  4. mere chehare pe Ghazal mere chehare pe Ghazal likhatii gayii.n sher kahatii huyii aa.Nkhe.n...
  5. Rutho na a dost Rutho na a dost k fir! roth jany waly maan...
  6. kiya naam rakhoon jheel acha,kawanl acha kai jaam acha hai, terri ankhoon kai...
  7. Akela Chorh Dun Is Rah Me Me Usy Kese Akela Chorh Dun Is Rah Me Sath...
  8. chup hai har waqt ka rone waala chup hai har waqt ka rone waala; kuchh na kuchh...
  9. chand raat n EID mubarak dekhiyeh chand raat aai hai sath khushian hazar laee hai...
  10. Dil Main Jalana Bhi Aik Dia Dil Main Jalana Bhi, Bujha Bhi Daina, Yaad...
  11. Malik Hussain Hai Baatil K Saamne Jo Jhukaye Na Apna Sir Samjho K...


Advertisement

2 Responses to “Ek Ghazal”

  1. i love thiss really

  2. Bohat khoob

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]
  • Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy February 7, 2012
    Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy apny bahar muskurana,apny andar sochta ho … […]
  • Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai February 7, 2012
    Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai es choti sy basti sy guzar kuin nahi jata … […]
  • Toota ho ek bar magar faisla ye hy February 7, 2012
    Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje … […]
  • Toot kar rehgia aeyny sy rishta apna February 7, 2012
    Toot kar reh gia aeyny sy rishta apna ek muddat hoi dekha nahi chehra apna … […]
  • Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran February 7, 2012
    Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran moj-e saba ny rooh mai kanta chobo diya … […]
  • Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay February 7, 2012
    Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay dil jisy kehtain hy wo saz hy juda sab sy … […]
  • Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry February 7, 2012
    Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry mat khata imarat ki tehreer pardha kar … […]
  • Tooti fasil-e-lab na dar chasme wa hawa February 7, 2012
    Tooti fasil-e-lab na dar chasme wa hawa ghut ghtu kar mar gia mery andar ka admi … […]