Advertisements




Muqaddar K Sitaron Par

Muqaddar K Sitaron Par
Zamano K Isharon Par
Udasi K Kinaro Par
Kabhi Veeran Shehron Main
Kabhi Sunsan Raston Par
Kabhi Heran Ankhon Main
Kabhi Bejain Lamhon Par
Tumhari Yad Chupkay Say
Kabhi Ser-Goshi Karti Hay
Yeh Palkain Bheeg Jati Hain
To Aansoo Toot Girtay Hain
Ham Palkon Ko Jhukatay Hain
Bazahir Muskuratay Hain
Faqat Itna Hi Kehtay Hain
Mujhay Kitna Satatay Ho
Mujhay Tum Yad Aatay Ho
Mujhay Kitna Rulatay Ho

More Urdu Poetry:

  1. Kabhi Khalwatoon Mein Hansa Dia Kabhi Khalwatoon Mein Hansa Dia Kabhi Mehfiloon Mein Rula Diya...
  2. Yaad To Nahi Aatay Tum Mujhay Yaad To Nahi Aatay Tum Mujhay Yaad To...
  3. Bhula Dijiyey Mujhay Mumkin Ho Aap Se Tuo Bhula Dijiyey Mujhay Pathar Pe...
  4. Teri tarha malal mujhay bhi nahi raha teri tarha malal mujhay bhi nahi raha jaa ab tera...
  5. Choudhwen Ka Chand Dekhon Jab Kabhi Choudhwen Ka Chand Dekhon Tum Yaad Aatey Ho...
  6. Mohabat phir mohabat hay mohabat phir mohabat hay kabhi dil say nahi jati? lakhon...
  7. Jiyaa Ajeeb Pagal Si Larki Hai Ajab Pagal Si lerki hai...
  8. Mujhay Fursat Hi Fursat Hai Mujhay Fursat Hi Fursat Ha Mujhay Fursat Hi Fursat Ha...
  9. Pass wo itna tha Pass wo itna tha jaisay dil aur dharkan Dekhta tu...
  10. LAHO HAR LAFZ ROTA HAI Yehi wada lia tha na Hmaisha khush he rehna hai...
  11. Kaheen ik masoom nazuk si ladki Kaheen ik masoom nazuk si ladki Bohat khobsoort mager sanwali...
  12. Kabhi yad ao tou iss terha Kabhi yad ao tou iss terha, kabhi gungunao tou iss...
  13. Aik aansu meri palkon pe numanyan Aik aansu meri palkon pe numanyan hi sahi Laog kehtay...
  14. Bicharney Ka Ishara Karkey Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey Khud Bhi Roya...
  15. Youn Na Intezaar Karo Us Ajnabi Ka Youn Na Intezaar Karo Is Aashiq Dil...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]
  • Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy February 7, 2012
    Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy apny bahar muskurana,apny andar sochta ho … […]
  • Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai February 7, 2012
    Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai es choti sy basti sy guzar kuin nahi jata … […]
  • Toota ho ek bar magar faisla ye hy February 7, 2012
    Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje … […]