KHUDA Tu Mujhe Jawab De

KHUDA Tu Mujhe Jawab..

Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab De
K
Yon Wo Chala Gaya Mujhko Chor Ke
Hum To Uski Jhalak Ke Deewane The
Uske Chand Se Chehre Ke Parwane The
Uski Baaton Main
Dil Lagai Bethe Hen
Uska Naam Bar Bar Kehte Hen
Wo, Jo Bina Bolay Baat Samjah De
Aur Hume Humise Chura Le
Uske Saath Hum Apne Sapne Saja Len
Aj Is Tanhai Mai Rota Hai Ye Dil
Tujhko Bulata Hai Ke Ek Dafa Mil
Tum Na Aai, Aai Gi Tumari Yaad Hume
Tumne Chor Diya, Choren Ge Nahi Ghum Hume
Tere Bin Zamane Ka Saamna Na Kar Paen Gen
Tere Bin Hum Yun Hi Duniya Se Chale Jaen Gen
Ye Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat Ana
Na Hi Koi Phool Lekar Koi Ansoo Bahana
Kyon Ke Hum Tujhse Apna Rishta Tor Len Ge
Mera KHUDA Tera Saath Kisi Aur Se Jor De Gen?.


send poetry

Bewafa Shayari
July 17th, 2009

6 comment

  1. Heart touching poetry “aye khuda tu jawab de”
    janay wale ni sochty k hum un bina g payen gy ya ni! Wo chod jaty hain hmein us andhery aur dard mein jo umr bhar rulata rehta hy fir jb unhen ehsas hota hy Chahat ka tb talak hm neend ki chadarr oad kr qabar mei so rhy hoty hyn. .yehi end hai Chahat ka aur be-panah pyar ka

  2. Dilkaa dard haantho me sajaye baithe hain ,
    Aapki yaad aankho me sazaye bayethe hain ,
    Intejar thaa zees palkaa hame ,
    Aaj usse hi apni manjeel banaye baithe hain ……….ASIF~*~SHEKH……

  3. tu pyar karta h mujhe ye kabhi bhul na payi
    mein karti hu tujhse pyar iska kabhi ahsas dila na payi..

    tune wahi suna jo tare dil ne kaha
    tune wahi sach mana jo tu manna chahta tha..

    pyar toh karta tha tu mujhse par mein jan na payi
    wo pyar tha ya teri jarurat

    tum bin mujhse 1 pal bhi jeeya nahi jata hai
    kaise kahu tujhse aa jao laut ke hum ek pal bhi tum bin gawara nahi mujhe

    tujhse behad pyar karti hun mein kaas tu ye samajh pata
    tera har kadam par dungi sath kaas tu itna bharosa kar pata

    aaj tere liye roti hun mein par ab tujhe pyar nahi sayad mujhe
    warna tu is kadar tanha chhod kar na jata
    1 roj juda ho jaungi
    mein jane kaha kho jaungi
    tum lakh puchha karoge mujko
    par laut k na aaungi

    jab ghar se bahr galio me kono pe tanha baithoge
    jab aate jate chehro me tum chehra mera no paoge thak har kar din ke kemo se
    jab rat ko sone jaoge to tum
    dekhoge jab fon ko tum msg mera na paoge
    tab yad tumhe mein aungi
    tab laut k mein na aungi
    1 roj ye rista chhotega dil itna jada tutega phir koi na humse ruthega
    mein ankhe kholungi par tmse kabhi na bolungi
    akhir us din tm ro doge
    tumapna yaar kho doge

  4. tu pyar karta h mujhe ye kabhi bhul na payi
    mein karti hu tujhse pyar iska kabhi ahsas dila na payi..

    tune wahi suna jo tare dil ne kaha
    tune wahi sach mana jo tu manna chahta tha..

    pyar toh karta tha tu mujhse par mein jan na payi
    wo pyar tha ya teri jarurat

    tum bin mujhse 1 pal bhi jeeya nahi jata hai
    kaise kahu tujhse aa jao laut ke hum ek pal bhi tum bin gawara nahi mujhe

    tujhse behad pyar karti hun mein kaas tu ye samajh pata
    tera har kadam par dungi sath kaas tu itna bharosa kar pata

    aaj tere liye roti hun mein par ab tujhe pyar nahi sayad mujhe
    warna tu is kadar tanha chhod kar na jata

  5. Dear jaan’
    hum tere bin ab raha nahi sakte tere bina kya wajud mera
    tujhse juda aagar ho jayenge toh khud se hi ho jayenge juda
    Q ki tum hi ho ab hum hi ho meri ashiki ab tum hi ho..chain b
    mera dard bhi…mera sab kuch ho tum..i love u

    Your swa

  6. My FavoUrit
    .. %GHAZAL%
    Jab Men Ne Us Se Poocha ,

    Kya Dhoop Men Barish Hoti Hai,

    Wo Hunste Hunste Rone Lagi,

    Aur Dhoop Men Barish Hony Lagi

    Wo Nazuk Si Kali Murjha C Gai,

    Aur Ro Kar Mujh Se Kehne Lagi,

    Tum Chor Na Jana O Sajan,

    Dil Tor Na Jana O Sajan,

    Tum Kya Jano Dhoop Ki Barish,

    Tum Kya Jano Hijir Ka Gham,

    Jab Tum Door Thy, Mujh Se O Sajan,

    Mere Hath Ki Choori Aur Kangan,

    Jab Geet Tumhare Gaaty Thy,

    Mujhe Yaad Boht Tum Aaty Thy,

    Men Hunste Hunste Roti Thi,

    Aur Dhoop Men Barish Hoti Thi..!!!!!’
    0303 4996089

Comment here

Your Comment: