Jaagna aur jagaa ke so jana..
Jaagna aur jagaa ke ..

Jaagna aur jagaa ke so jana,
Raat ko din bana ke so jana,
Text karna tamaam raat us ko,
Ungliyon ko dabaa ke so jana,
Aaj phir dair se ghar aya hoon,
Aaj phir muu bana ke so jana..
Ali Zaryoun, Designed Shayari, Ghazal Shayari
October 1st, 2019