Kis qadar nadaam hoa hon me bura keh kar use

Kis qadar nadaam hoa..

Kis qadar nadaam hoa hon me bura keh kar use,
Kia khabar thi jate jate wo dua de jae ga.


send poetry

Dua Shayari
January 1st, 2012

2 comment

  1. Above one is one of several famous ashaar by Mohsin Bhopali, I wonder when this website will have his poetry and profile
    His two ashaars,

    WAFA PARASTOAN KAY APNAY USOOL HOTAY HAIN
    RIWA-YATOAN SAY KABHI SIRKASHI NAHI HOTI
    MAHAZ-e-JANG SAY PASPAIYAAN TOU JA-IZ HAIN
    MOHABATTOAN MAIN MAGER WAPSI NAHI HOTI

  2. Can’t resist to send another one of Mohsin Bhopali from hi sfamous ghazal “main mehev ho gaya that kuch dair soachnay main, manzar badal gaya tha kuch dair sooaachnay main”

    Ek umer ki rafaqat, pal bher main khatm ker di
    Aay doast haraj kiya tha, kuch dair soachnay main

Comment here

Your Comment: