sochti hun aksar
sochti hun aksar..
sochati hun aksar
yuh hi khayaalon mein
ki milogey ik din tum mujhko.
par main jaanti hun
ki
na tumne kabhi chaha mujhko
aur na hi kabhi chahogey .
fir bhi,
tera yeh dekhna mujhko,
kabhi yun hi
bulaa kar baat kar lena,
baraa deta hai
meri taakat ko.
ki fir sochun
sirf khayaalon mein
ki milogey ik din tum mujhko
Ghazal Shayari
September 22nd, 2009
farhana zareen
March 7th, 2010 at 11:43 pm
its so very nice sad shayari