Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney

Karbala Ko Jis Key S..

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya

Hasher Tak Koi Yazeede Sar Utha Sakta Naheen
Jis Ka Mutlab Zindagee Bher Deen Chuka Saktna Naheen
Fatima Key Lal Ney Aehsaan Aesa Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya

Day Ker Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya

Teri Qurbanee Sey Pehley Deen Ko Aya Na Chain
Umbeya Sey Bhee Mukamal Jo Na Ho Paya Hussain
Ek Sajdey Ney Tarey Woh Kaam Pora Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya

Aajj Bhee Nazan Wafaein Hain Tarey Abass Per
Neahr Per Ghazi Key Donoon Kat Gaye Bazo Mager
Ta-Abad Islam Key Percham Ko Ouncha Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya

Maar Key Ibn-E-Ali Ko Cheeni Zenab Ki Rida
Jab Para Kalma Nabee Ka Phir Sar-E-Kabubala
Aaal-E-Ahmad Key Liye Kyuon Hashar Berpa Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya

Naaz Senoon Key Sinnah Per Ubhrah Tha Jawad Jo
Kasey Bholey Ga Zamana Fatima Key Chand Ko
Sar Kata Key Us Ney Apna Youn Ujala Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya

send poetry

Hussani Shayari
July 18th, 2009

2 comment

  1. Naam e Shabbir a.s me h sabr o raza ki khushbu
    Unke Kirdar me H Mehboob e Khuda ki khushbu

  2. Duniya tere gham se bada koi gham ni
    Karti rahegi yaad tujhe har Sadi Hussain a.s

Comment here

Your Comment: