Tmhen phir se Mohabat ho gai hai
Tmhen phir se Mohaba..
Bohot mudat se aisa hai k tum khamosh rehty ho
koi gehra hai gum shayad jisy chup chap sehty ho
unhi chalty hue tanha
koi gamgeen sa nagma tum aksar gungunaty ho
doran-e-guftago unhi milen nazron se jab nazren
to baten bhool jaty ho
kisi guum suum si halat main
ya phir barish k mosam main
faqat itna hi kehty ho
udasi bewaja si hai
bohot bojhal tabiyat hai
bata phir q nahin dety
Tmhen phie se MOHABAT ho gai hai
Ishq Shayari
December 4th, 2009
R@ni
March 19th, 2017 at 7:08 am
WO jazßoon ki tjarat thi ya dil kuch or samja Tha,
WO hansny ki addat thi ya dil kuch or samja Tha,
Hmesha u$ki ankhoon ma ajaß $a rang rehta Tha,
ya u$ki aam halat thi ya dil kuch or samja Tha,
Us na hm $a kha aow naee dunya ß$aty hen,
U$y $uji $hrarat thi ya dil kuch or samja Tha,
mery kandhy pa $ar rakh or WO dair tak ghazal $unta Tha ,
U$y khud $a mhobbat thi ya dil kuch or samjaTha,
Ak$ar mujy dekh kr WO nigahen phair leta Tha,
Ya darparda hqarat thi ya dil kuch or samja Tha,
R@ni
March 19th, 2017 at 7:15 am
WO dur tha to mujy manzelen dekhata tha,
pa$$ aya to khud ra$tay $a batka tha,
Ma chal rha hoon mgr fa$lay nhi simattay,
ya had$a b meri zindagi ma hona tha,
ßheer etni thi k nazar sa nazr na milti thi,
Hajoom-e-$hehar ma ha $hahs tanha tha,
Tara$ rha ab ak boond ki anayat ko,
WO $hahs Jo $mandar ki tehh ma rha karta tha,