Sauda Hamara Kabhi Bazaar Tak Nahi Pohncha

Sauda Hamara Kabhi B..

sauda hamara kabhi bazaar tak nahi pohncha
ishq tha jo kabhi izhaar tak Nahi pohncha

yun tu guftagoon bohut huwe unse phir bhi
silsila kabhi yeh pyaar tak nahi pohncha

jaane kaise ho gaya waakif tamaam shehar
daastan-e-ishq yun tu kabhi akhbaar tak nahi pohncha

shartein ek dusare ki manzoor thi yun tu
par masauda hamara kabhi qaraar tak nahi pohncha

gahrayi dosti main naapta bhi kaise
rishta mamara kabhi taqraar tak nahi pohncha

ana-a meri mujhe izazat nahi deti
faqat isliye zaidi darbar tak nahi pohncha


send poetry

Latest Shayari
February 3rd, 2012

3 comment

  1. All lasting business is built on friendship.
    Informed decision-making develops from a long tradition of guessing and blaming others for inadequate results.

  2. I have observed that in the world nowadays, video games would be the latest craze with kids of all ages. There are occassions when it may be unattainable to drag your son or daughter away from the activities. If you want the best of both worlds, there are numerous educational games for kids. Interesting post.

  3. can any one explain me these line:
    ana-a meri mujhe izzat nahi deti
    faqat isliye zaidi darbaar taq nahi pahoncha

Comment here

Your Comment: